Remove this ad

Not mine 6

Rss     Subscribe     Share     Tweet    


0 Points

Lead

Jun 10 06 3:07 AM

Tags : :

aankhen hain unki ya hain sharaab ka mehkhana....
dekh kar jinko ho gaya hoon main deewana...
hont hain unke ya hain koi raseela jaam...
jinke ehsaas ki tamanna mein beeti hai meri har shaam...
zulfein hain unki ya hain resham ka saaya...
jinki ada mein meri zindagi ka sabse haseen sapna hai khoya.

Khoobsoorat ho tum kisi phool ki tarah...
Aankhein hain tumhari kisi hirni ki tarah...
Chahek hai tum mein kisi chidiya ki...
mehek hai tum mein kisi gulaab ki...
Dua karte hain hum rab se sada...
Yun hi barkarar rahe hamesha tumhari har ADA...

ವಂದೇ ಮಾತರಂ...

ಜನನೀ ಜನ್ಮಭೂಮಿಶ್ಚ ಸ್ವರ್ಗಾದಪಿ ಗರೀಯಸಿ...

http://mrkotians.blogspot.com

Quote    Reply   
Remove this ad
Remove this ad

#1 [url]

Jul 15 07 2:56 PM

Vaade pe woh aitbar nahin karte,
hum zikr e mohabbat sar e bazaar nahin karte...
darrta hain dil unki ruswai se...
aur woh sochte hain hum unse pyar nahin karte...

ವಂದೇ ಮಾತರಂ...

ಜನನೀ ಜನ್ಮಭೂಮಿಶ್ಚ ಸ್ವರ್ಗಾದಪಿ ಗರೀಯಸಿ...

http://mrkotians.blogspot.com

Quote    Reply   
Add Reply

Quick Reply

bbcode help