Tags : :
Teri Yaad Main Sari Raat So Na Sakey
Beh Na Jaye Aansoo Main Tasvir Teri
Bas Yahi Soch Kar Hum Ro Na Sakey
Woh Mil Jatey Hain Kahani Ban Kar
Dil Main Bas Jatey Hain Nishani Bankar
Jinhey Hum Rakhtey Hain Apni Aankho Main
Q Nikal Jatey Hain Woh Pani Bankar
Khayalon Ko Kisi Aahat Ki Aas Rehti Hai
Nigaahon Ko Teri Talaash Rehti Hai
Terey Bina Koi Kami Nahi Lakin
Terey Bagair Tabiyat Udaas Rehti Hai
Samjha Na Koi Dil Ki Baat Ko
Dard Duniya Ney Bin Sochey Hi Dey Diya
Seh Gaye Jo Hum Aghar Dard Ko Chupkey Sey
To Phir Hum Ko Pahtar Dil Keh Diya
Har nazar ko ek nigaah ka haq hai,
Har rooh ko ek aah ka haq hai,
Hum bhi to ek dil le kar aaye hain duniya me,
Hume bhi to ek gunaah ka haq hai.......
Þå®vëz