Remove this ad

Phir yaad ayi

Rss     Subscribe     Share     Tweet    


0 Points

Lead

Aug 31 06 7:36 PM

Tags : :

kaal jo yaad ayi wo
kaal jo yaad ayi wo
aankho mein ansu bhar ayi
bus yeh tamana hay ki
unke raha mein qurban ho
unki khushi mein humari yaad ho
Quote    Reply   
Remove this ad
Remove this ad

#1 [url]

Aug 31 06 8:07 PM

amith aapke liye


unki khushi ki maangi dua jab bhi dua maangi
wo hanse har pal unki har haseen ada maangi
adayen wo loutae rahe har ek par bewafa nikle
kya pata tha ki humne apne liye sirf saza maangi

user posted image

Quote    Reply   

#2 [url]

Aug 31 06 10:49 PM

QUOTE (annji-d-pagal @ August 31, 2006 07:36 pm)
kaal jo yaad ayi wo
kaal jo yaad ayi wo
aankho mein ansu bhar ayi
bus yeh tamana hay ki
unke raha mein qurban ho
unki khushi mein humari yaad ho

waah bohot khoob amit...kya baat keh dii...goooood....god bless...

kaal jo yaad ayi wo
kaal jo yaad ayi wo
aankho mein ansu bhar ayi
bus yeh tamana hay ki
unke raha mein qurban ho
unki khushi mein humari yaad ho

kitni masoom hai tumhaari tamanna
toot ke chahne ka saboot ho tum
wo lamhe wo saare bitaai hue pal
apne ansuon main qaid karlo tum...

Quote    Reply   

#4 [url]

Sep 1 06 3:56 AM

QUOTE (annji-d-pagal @ August 31, 2006 07:36 pm)
kaal jo yaad ayi wo
kaal jo yaad ayi wo
aankho mein ansu bhar ayi
bus yeh tamana hay ki
unke raha mein qurban ho
unki khushi mein humari yaad ho

mAN GEYE USTADDDDD KYA BAAT HAI BEHAS SUNDER LIKHA HAI..

user posted image



user posted image

Quote    Reply   
Add Reply

Quick Reply

bbcode help