Remove this ad

ye kitnee ajeeb bat thee

Rss     Subscribe     Share     Tweet    


0 Points

Lead

Aug 16 06 9:12 PM

Tags : :

ये कितनी अजीब बात थी
मेरी मौत साज़िश-ए-हयात थी

जब मुझसे आकर तू मिला
ना मैं खिला ना तू खिला
मैं तेरे पास था ना तू मेरे साथ थी
शब-ए-वस्ल हिज्ज़्र की रात थी
ये कितनी अजीब बात थी

अनिल
--------------------------------------------

ye kitnee ajeeb bat thee
meree maut sajishe hayat thee

jab mujhse akar too mila
na main khila na too khila
main tere pas tha na too mere sath thee
shabe wasl hijjra kee rat thee
ye kitnee ajeeb bat thee

Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   
Remove this ad
Remove this ad

#1 [url]

Aug 16 06 9:45 PM

QUOTE (masoomshayer @ August 16, 2006 09:12 pm)
ye kitnee ajeeb bat thee
meree maut sajishe hayat thee

jab mujhse akar too mila
na main khila na too khila
main tere pas tha na too mere sath thee
shabe wasl hijjra kee rat thee
ye kitnee ajeeb bat thee

Anil

Anil ji

hey padh kar hum chup se ho gayen hai kya kahoon shabadon ne bhi sath chod diya hai. dobara aayungi.... shukriya.

take care.
nira

Quote    Reply   

#2 [url]

Aug 16 06 10:47 PM

QUOTE (masoomshayer @ August 16, 2006 09:12 pm)
ye kitnee ajeeb bat thee
meree maut sajishe hayat thee

jab mujhse akar too mila
na main khila na too khila
main tere pas tha na too mere sath thee
shabe wasl hijjra kee rat thee
ye kitnee ajeeb bat thee

Anil

jeeta bhi rehta toh kya tha
aaj nahin hoon toh kuch baat hai
kal bhi tu tha aaj bhi hai
main aaj bhi hoon kal bhi thi

ye baatein hokar bhi nahin thi
ye kitni ajeeb baat thi


bhayia..aapki shaan mein kuch gustakhi ki ho toh pls maaf karna

bas aapki lines padhkar yun hi mann mein ye lines aa gayi

aapne hamesha ki tarah bahut khoob likha hai..no doubt

Rafta rafta dard syahi mein ghul gaya “wafa”
Aur zindagi ka karz panno mein ada ho gaya

Quote    Reply   

#3 [url]

Aug 16 06 10:54 PM

jab mujhse akar too mila
na main khila na too khila
main tere pas tha na too mere sath thee
shabe wasl hijjra kee rat thee
ye kitnee ajeeb bat thee



bohat khoob kaha hai........


Anil Bhai

Dil ko chhu gayi aapki baat..itni chhoti line bhi badi asardar hai

Shukriyah

Quote    Reply   

#4 [url]

Aug 17 06 7:25 AM

nira tumhre lafz sath nahee chhor sakte tum ko naye lafzon ke sath ana hoga meree nazm ke bare main batana hoga . waise bahut bahut shukriya tumhara jo tum ayeen mere kalam par dobara ane ka intzar hai
Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   

#5 [url]

Aug 17 06 7:26 AM

wafa tumhara likha huya kuch bhee bura nahee hota bahut khoob likha hai tum ne aur mujhe parhne ke liye bhee shukriya

Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   

#6 [url]

Aug 17 06 7:27 AM

tumhre dil tak pahhnch jaye isee liye to kahee thee dil ko choo gayee to bahut achha laga mujhe
Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   

#7 [url]

Aug 17 06 8:43 AM

QUOTE (masoomshayer @ August 16, 2006 09:12 pm)
ye kitnee ajeeb bat thee
meree maut sajishe hayat thee

jab mujhse akar too mila
na main khila na too khila
main tere pas tha na too mere sath thee
shabe wasl hijjra kee rat thee
ye kitnee ajeeb bat thee

Anil

Anil ji

Such dekha gaya , jis waqt ka aapne jikr kiya, wahan koi nahi khil sakta, pass hokar bhi bhi door hota hai, vo ajeeb hi baat hoti hai.

agar mujse samaj ne mein jalti ho toh plz bata dain.

Jab main is duniya se jaoon
Tum mujhe yaad karke ke
Apni ankhe num na karna,
Tum par aaye ghum main
Mar kar bhi na dhek paoongi,
Jo khushion ke pal eik saat bitaye thy
Unhi yaadon ko aapne paas,
Sajaye rakhna yeh hi tamana,
Is dil mein liye ja rahin hoon.

wada kiya tha, so aa gagi....shukriya--- aapne khayal rakhiyega.

Nira

Quote    Reply   
Remove this ad

#8 [url]

Aug 17 06 11:50 AM

QUOTE (masoomshayer @ August 16, 2006 09:12 pm)
ye kitnee ajeeb bat thee
meree maut sajishe hayat thee

jab mujhse akar too mila
na main khila na too khila
main tere pas tha na too mere sath thee
shabe wasl hijjra kee rat thee
ye kitnee ajeeb bat thee

Anil

BOHOT KHOOBSURAT LAFZ AUR NAYA ANDAAZ ANIL...BOHOT ACHA LAGA PADH KAR...AUR BILKUL ZINDAGI KI SACHAAI BHI...

ye kitnee ajeeb bat thee
meree maut sajishe hayat thee

jab mujhse akar too mila
na main khila na too khila
main tere pas tha na too mere sath thee
shabe wasl hijjra kee rat thee
ye kitnee ajeeb bat thee


HAAN KITNI AJEEB BAAT THI
TU PAAS REH KAR BHI DUUR THI
MERE LAFZ ZUBAAN TAK BHI AAKE
TERE DIL TAK NA POHONCH SAKE...

Quote    Reply   

#10 [url]

Aug 27 06 5:25 PM

arzoo ek bar phir tumhara bahut bahut shukriya tum ne mujhe pooree tavazoo ke sath parha
Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   

#14 [url]

Mar 26 08 7:36 AM

aane ke liye bahut bahut shukriya ahsaas
Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   
Remove this ad
Add Reply

Quick Reply

bbcode help