Remove this ad

kismat main jo likha hai mitane kee bat thee

Rss     Subscribe     Share     Tweet    


0 Points

Lead

Aug 16 06 9:09 PM

Tags : :


वक़्त-ए-सफ़र कब साथ साथ आने की बात थी
इस प्यार को फसलों से निभाने की बात थी

मत कहो ग़म-ए-हिज़र किस्मत की बात है
किस्मत में जो लिखा है मिटाने की बात थी

हर किसी से हर कहीं जो राज़ कह दिया
कानो मैं मुझ को आ के बताने की बात थी

नज़रों से जब दूर हुआ दिल में उतर गया
तू खो गया खोने मैं भी पाने की बात थी

इश्क़ में जी सकेगा तू ना मौत ही मिलेगी
याद आती है ये किसी सायाने की बात थी

तय हुआ प्यार फ़कत हासिल-ए-प्यार नहीं
कुछ खोने की बात थी ना पाने की बात थी

मेरे आशार की बातें कुछ यूँ कर रहे हैं वो
हर शेर में किसी गुज़रे ज़माने की बात थी

मेरे पूरजूनून बयान पे ना ऐतबार करना
मेरी तो हर बात किसी दीवाने की बात थी
---------------------------------------------

waqt-e-safar kab sath sath ane kee bat thee
is pyar ko faslon se nibhane kee bat thee

mat kaho gam-e-hijr kismat kee bat hai
kismat men jo likha hai mitane kee bat thee

har kisee se har kaheen jo raz kah diya
kano main mujh ko aa ke batane kee bat thee

nazaron se jab door hua dil men utar gaya
too kho gaya khone main bhee pane kee bat thee

ishk men jee sakega too na maut hee milegee
yad atee hai ye kisee sayane kee bat thee

tay hua pyar fakat hasil-e-pyar naheen
kuch khone kee bat thee na pane kee bat thee

mere ashaar kee baten kuch yoon kar rahe hain wo
har sher men kisee gujare jamane kee bat thee

mere purjunoon bayan pe na aitbar karna
meree to har bat kisee deewane kee bat thee

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   
Remove this ad
Remove this ad

#1 [url]

Aug 16 06 11:13 PM

waqt-e-safar kab sath ane kee bat thee
pyar ko faslon se nibhane kee bat thee

mat kaho gam-e-hijr ye kismat kee bat hai
kismat main jo likha hai mitane kee bat thee



Wah......bohat achi suruaat....baat to kismat ki hai magar pyaar karne wala kuch bhi kar sakta hai..kismat badalne ki kosish bhi rehti hai magar aakhir mein


tay huya tha pyar faqat hasil-e-pyar naheen
kuch khone kee bat thee na pane kee bat thee

mere ashar kee baten kuch yoon kar rahe hain
har sher kisee gujare jamane kee bat thee



Waqt guzar jata hai magar wo pal wahi k wahi rehte hai...bas kuch dhoondh le ho jate hai.........bohat khoob likha hai


mere pur junoo bayan pe na etbar karna kabhee
meree to har bat kisee deewane kee bat thee



Wah........kya baat hai...


Dear Bhai

Neend badi achi aayegi aaj..kuch lamhe fir se zinda ho gaye...bada sukoon mila padhkar...har badi khhobsurati se likha hai aapne

Shukriyah

Quote    Reply   

#2 [url]

Aug 17 06 2:17 AM

QUOTE (masoomshayer @ August 16, 2006 09:09 pm)
waqt-e-safar kab sath ane kee bat thee
pyar ko faslon se nibhane kee bat thee

mat kaho gam-e-hijr ye kismat kee bat hai
kismat main jo likha hai mitane kee bat thee

har kisee se har kaheen jo raz kah diya
kano main mujh ko aa ke batane kee bat thee

nazaron se jab door huya dil main utar gaya
too kho gaya khone main bhee pane kee bat thee

ishk main jee sakega too na maut hee milegee
yad atee hai ab kisee sayane kee bat thee

tay huya tha pyar faqat hasil-e-pyar naheen
kuch khone kee bat thee na pane kee bat thee

mere ashar kee baten kuch yoon kar rahe hain
har sher kisee gujare jamane kee bat thee

mere pur junoo bayan pe na etbar karna kabhee
meree to har bat kisee deewane kee bat thee

WAH WAH MASOOMSAYAR JI,

KYA LIKHA HAI

mat kaho gam-e-hijr ye kismat kee bat hai
kismat main jo likha hai mitane kee bat thee

MAJA AA GAYA


ARVIND VYAS "PYAS"

Guru kabira ne di hai shikxa
Lalat lagau aise dikxa

kavya jan chetana bane
Guru kabira do aise bhikxa



Meri kavitaye dohri dohri
Syam socho, nikli dupahari

Upar upar doodh, niche rabdi
Nasamajh ki samajh adoori

Grahan kiya jo satya tathya
Har Pyas se ho jaye doori


Arvind Vyas "Pyas"

Quote    Reply   

#3 [url]

Aug 17 06 2:32 AM

QUOTE (masoomshayer @ August 16, 2006 09:09 pm)
waqt-e-safar kab sath ane kee bat thee
pyar ko faslon se nibhane kee bat thee

mat kaho gam-e-hijr ye kismat kee bat hai
kismat main jo likha hai mitane kee bat thee

har kisee se har kaheen jo raz kah diya
kano main mujh ko aa ke batane kee bat thee

nazaron se jab door huya dil main utar gaya
too kho gaya khone main bhee pane kee bat thee

ishk main jee sakega too na maut hee milegee
yad atee hai ab kisee sayane kee bat thee

tay huya tha pyar faqat hasil-e-pyar naheen
kuch khone kee bat thee na pane kee bat thee

mere ashar kee baten kuch yoon kar rahe hain
har sher kisee gujare jamane kee bat thee

mere pur junoo bayan pe na etbar karna kabhee
meree to har bat kisee deewane kee bat thee

ANIL AAJ MAIN KUCH NAHI LIKHUNGI....KYON KE SAB JAANTEN HAI KE AAP BOHOT ACHA LIKHTE HO....

nazaron se jab door huya dil main utar gaya
too kho gaya khone main bhee pane kee bat thee


tay huya tha pyar faqat hasil-e-pyar naheen
kuch khone kee bat thee na pane kee bat thee


SAARA KALAAM KHOOBSURAT HAI LEKIN YE DO SHER...MERE DIL MAIN UTAR GAI...SHAYAD MERI ZINDAGI KI KAREEB LAGE YE SHER...


EK GHAZAL LIKHTI HUN...JO MUJHE BEHAD PASAND HAI AUR ISKA JAWAAB BHI HAI...

AISA KOI ZINDAGI SE WAADA TO NAHI THA
TERE BINA JEENE KA IRAADA TO NAHI THA...

TERE LIYE RAATON MAIN CHANDNI UGAAI THI
KYAARIYON MAIN KHUSHBUON KI ROUSHNI LAGAAI THI
JAANE KAHAAN TOOTI HAI DOR MERE KHWABON KI
KHWAAB SE JAAGENGE AISA SOCHA TO NAHI THA....

SHAAMIYAANE SHAAMON KE ROZ HI SAJAAI THE
KITNI UMEEDON KE MEHMAAN BULAAI THE
AAKE DARWAAZE SE LAUT GAI HO
YUN BHI KOI AAIGA SOCHA TO NAHI THA....

AISA KOI ZINDAGI SE WAADA TO NAHI THA
TERE BINA JEENE KA IRAADA TO NAHI THA...

Quote    Reply   

#4 [url]

Aug 17 06 7:17 AM

diggaj tum jab bhee parhte ho bahut dil se parhte ho mujhe aur mujhe jo log aur aur likhne kee prerna dete hain un main tumha nam bhee hai. jo dard pasanad karo jo rahten pasand karo kitabon ke gamlon main unhee kee kalam laga deta hoon unhee phoolon ke sath mujhe parhne walon ke pas ata hoon parhte rahana main likhta rahoonga
Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   

#5 [url]

Aug 17 06 7:18 AM

rvind jee bahut bahut shukriya aap ko parh ke maza aya to mera likhna safal huya aise hee meree shayree ke sath rahiye sada
Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   

#6 [url]

Aug 17 06 7:21 AM

arzoo bahut pyare hain tumhre alfaz meree shayree ke liye aur jo tum ne kalam likha hai yahan woh bhee sundar hai. par haan sab jante bhee hon ke achha likhta hoon bas ye man lo main nahee jata is baat ko. agar achha lage mujeh bar bar batana hoga ki achha likhta hoon main. aap logon ka ya ptyar patjhar main bhee phool khila deta hai shayree kee kitab main

Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   

#7 [url]

Aug 17 06 7:52 AM

QUOTE (masoomshayer @ August 16, 2006 09:09 pm)
waqt-e-safar kab sath ane kee bat thee
pyar ko faslon se nibhane kee bat thee

mat kaho gam-e-hijr ye kismat kee bat hai
kismat main jo likha hai mitane kee bat thee

har kisee se har kaheen jo raz kah diya
kano main mujh ko aa ke batane kee bat thee

nazaron se jab door huya dil main utar gaya
too kho gaya khone main bhee pane kee bat thee

ishk main jee sakega too na maut hee milegee
yad atee hai ab kisee sayane kee bat thee

tay huya tha pyar faqat hasil-e-pyar naheen
kuch khone kee bat thee na pane kee bat thee

mere ashar kee baten kuch yoon kar rahe hain
har sher kisee gujare jamane kee bat thee

mere pur junoo bayan pe na etbar karna kabhee
meree to har bat kisee deewane kee bat thee

Arvind ji
bahut acha kalaam paish kiya hai aapne. jitni bhi daad ji jaye kam lagti hai.


yeh lines hume bahut achi lagi.

nazaron se jab door huya dil main utar gaya
too kho gaya khone main bhee pane kee bat thee


aise hi likhte rahiye....shukriya.
take care
nira

Quote    Reply   

#8 [url]

Aug 17 06 2:39 PM

QUOTE (masoomshayer @ August 16, 2006 09:09 pm)
waqt-e-safar kab sath ane kee bat thee
pyar ko faslon se nibhane kee bat thee

mat kaho gam-e-hijr ye kismat kee bat hai
kismat main jo likha hai mitane kee bat thee

har kisee se har kaheen jo raz kah diya
kano main mujh ko aa ke batane kee bat thee

nazaron se jab door huya dil main utar gaya
too kho gaya khone main bhee pane kee bat thee

ishk main jee sakega too na maut hee milegee
yad atee hai ab kisee sayane kee bat thee

tay huya tha pyar faqat hasil-e-pyar naheen
kuch khone kee bat thee na pane kee bat thee

mere ashar kee baten kuch yoon kar rahe hain
har sher kisee gujare jamane kee bat thee

mere pur junoo bayan pe na etbar karna kabhee
meree to har bat kisee deewane kee bat thee

anil bhiya bahut hi achchhi bat hai

par aap itne achchhe ho ki mai apake liye kuchh nahi likha sakata

thanks a lot to sharing ur emotions

[COLOR=purple]

After every victory you made one new enemy.....

Quote    Reply   
Remove this ad

#9 [url]

Aug 17 06 6:54 PM

arvind itana sara pyar dene ke liye meree rachana ko bahut bahut shukriya
tumhara ana achha lagta hai ate raha karo
Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   

#11 [url]

Dec 15 06 1:02 PM

QUOTE (masoomshayer @ August 16, 2006 09:09 pm)

वक़्त-ए-सफ़र कब साथ साथ आने की बात थी
इस प्यार को फसलों से निभाने की बात थी

kya baat kahi hai !!

मत कहो ग़म-ए-हिज़र किस्मत की बात है
किस्मत में जो लिखा है मिटाने की बात थी

too gud

हर किसी से हर कहीं जो राज़ कह दिया
कानो मैं मुझ को आ के बताने की बात थी

Wah!!!

इश्क़ में जी सकेगा तू ना मौत ही मिलेगी
याद आती है ये किसी सायाने की बात थी

Bahut ache!!!

तय हुआ प्यार फ़कत हासिल-ए-प्यार नहीं
कुछ खोने की बात थी ना पाने की बात थी

Ya baat khub kahi!!!

मेरे पूरजूनून बयान पे ना ऐतबार करना
मेरी तो हर बात किसी दीवाने की बात थी
Well done!!!
---------------------------------------------

Bahut achi gazal kahi hai Anil sahab!! dili dad kabool kariyega!!

Quote    Reply   

#13 [url]

Dec 15 06 4:11 PM

QUOTE (masoomshayer @ August 16, 2006 09:09 pm)

वक़्त-ए-सफ़र कब साथ साथ आने की बात थी
इस प्यार को फसलों से निभाने की बात थी

मत कहो ग़म-ए-हिज़र किस्मत की बात है
किस्मत में जो लिखा है मिटाने की बात थी

हर किसी से हर कहीं जो राज़ कह दिया
कानो मैं मुझ को आ के बताने की बात थी

नज़रों से जब दूर हुआ दिल में उतर गया
तू खो गया खोने मैं भी पाने की बात थी

इश्क़ में जी सकेगा तू ना मौत ही मिलेगी
याद आती है ये किसी सायाने की बात थी

तय हुआ प्यार फ़कत हासिल-ए-प्यार नहीं
कुछ खोने की बात थी ना पाने की बात थी

मेरे आशार की बातें कुछ यूँ कर रहे हैं वो
हर शेर में किसी गुज़रे ज़माने की बात थी

मेरे पूरजूनून बयान पे ना ऐतबार करना
मेरी तो हर बात किसी दीवाने की बात थी
---------------------------------------------

waqt-e-safar kab sath sath ane kee bat thee
is pyar ko faslon se nibhane kee bat thee

mat kaho gam-e-hijr kismat kee bat hai
kismat men jo likha hai mitane kee bat thee

har kisee se har kaheen jo raz kah diya
kano main mujh ko aa ke batane kee bat thee

nazaron se jab door hua dil men utar gaya
too kho gaya khone main bhee pane kee bat thee

ishk men jee sakega too na maut hee milegee
yad atee hai ye kisee sayane kee bat thee

tay hua pyar fakat hasil-e-pyar naheen
kuch khone kee bat thee na pane kee bat thee

mere ashaar kee baten kuch yoon kar rahe hain wo
har sher men kisee gujare jamane kee bat thee

mere purjunoon bayan pe na aitbar karna
meree to har bat kisee deewane kee bat thee

WAH ANIL JI WAH,

BAHUT KHUB

PADH KAR MAJA AA GAYA

SUKRIYA

PYAS

Guru kabira ne di hai shikxa
Lalat lagau aise dikxa

kavya jan chetana bane
Guru kabira do aise bhikxa



Meri kavitaye dohri dohri
Syam socho, nikli dupahari

Upar upar doodh, niche rabdi
Nasamajh ki samajh adoori

Grahan kiya jo satya tathya
Har Pyas se ho jaye doori


Arvind Vyas "Pyas"

Quote    Reply   

#15 [url]

Dec 16 06 9:43 PM

pyas jee bahut bahut shukriya aap ko achha laga mujeh bhee achha lag gaya tab
Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   
Remove this ad
Add Reply

Quick Reply

bbcode help