Tags : :
aarjzuaon ko samandar mey dafan kar diya lekin,
yadon key bulbuley fir bhi satah par ubhartey hain,,
subhaa ko bhulaa shaam laut bhi sakta hey,
hum terey intjaar mey kuch dair aur thahartey hain,,
socha tha alag ho tum pyaar pesey sey na tologey,
magar tumney bhi vohi kiya jo sub kartey hain,,
dron ney anghutha chaha tum meri awaaj ley lo,
guru jab tum kaho juban hath pey dhartey hain,,
kisi shub mohabut ka ghar agar dhundna chaho,
pahchaan yeh jugnu uskey darwajey lataktey hain,,
khyalon ki udaan sey tujhko kya hasil 'madhur'
dard key danton sey apni kalam kutartey hain,,,,,,,,,,,,,,