Tags : :
Bin us k zindagi dard hai tanhai hai
Meri aankhon mein kiyun maut simat aayee hai
.
.
Kehtay hain log ishq ko ibaadat yaaro
Ibaadat mein phir kiyun ruswaai hai
.
.
Woh na aaye tau dil ko lubhanay mere
Shab-E-Hijr mein uski yaad chali aayee hai
.
.
Mehfil mein reh kar bhi tanha rehna
Yeh adaa uski muhabbat ne sikhlaayee hai
.
.
Yeh bhi uski muhabbat ki inaayat hai yaaro
Main tamasha hoon aur duniya tamaashaayee hai
.
.
Intizar mein
i ki na raat ko barbaad karna
Doobtay taaron ne mujhe yeh baat samjhaayee hai
.
.
Us se talluq kuch aisa raha hai yaaro
Jab bhi socha ussay aankh bhar aayee hai...!!!

[color=purple][font=Arial][B][COLOR=purple][FONT=Arial]<span style='font-size:14pt;line-height:100%'>AnIl ArorA
Nazuk c chot se sheesha na tute,
Choto choti baato se pana na ruthe,
Thori c bhi fikr hai aapko humari,
To koisis kijiyega rishto ki yeh door kabhi na tute[/B]</span>