Tags : :
{center}jab say bichry tum
dil par phail gia hamdam
pat jhar ka mosam
men jalta sehra
ik din aa ky baras jana
tu saawan ki ghata
har dukh seh jaain
chupky say mar kar ik din
dil ki keh jaain
sun dil ka ahwal
tujh bin beet gaay jo din
lagty hen wo saal
koi to ho apna
ham bhi piar bhara Arif
dekhen kabhi sapna{/center}
dil par phail gia hamdam
pat jhar ka mosam
men jalta sehra
ik din aa ky baras jana
tu saawan ki ghata
har dukh seh jaain
chupky say mar kar ik din
dil ki keh jaain
sun dil ka ahwal
tujh bin beet gaay jo din
lagty hen wo saal
koi to ho apna
ham bhi piar bhara Arif
dekhen kabhi sapna{/center}