Tags : :
apney vadey sey main mukar gaya,
lautkar terey shahar main main fir gaya,,
mom key boot main derd ka ahsaas,
agg chuaiee hey, ya jaan foonkkar gaya,
katul karo aur, jurm apney sur na ho,
ye ilum khan sey vo sekhkar gaya,,
patharon ke khoobsurat jungal main,
jajbaat tun kya sochkar gaya,,
shayaron ki mahfil main akey yun laga,
arsey baad 'madhur' fir sey ghar gaya....................
lautkar terey shahar main main fir gaya,,
mom key boot main derd ka ahsaas,
agg chuaiee hey, ya jaan foonkkar gaya,
katul karo aur, jurm apney sur na ho,
ye ilum khan sey vo sekhkar gaya,,
patharon ke khoobsurat jungal main,
jajbaat tun kya sochkar gaya,,
shayaron ki mahfil main akey yun laga,
arsey baad 'madhur' fir sey ghar gaya....................