Tags : :
imaan sabka jinda hota to acha hota,
aadmi hoon main, bandaa hota to acha hota,,
udtaa hoon assmaan main, khvabon ke pur liye,
hakikat mai mai parindaa hota to acha hota,,
rukhsat-aey-mahfilsey aub gumjada hoon main,
vukut rahteymain sharmindaa hota to acha hota,,
meri awaaj door tulak badi mushkils ey jati hey,
terey shaar ka main vashindaa hota to acha hota,,
kiskey isharon per ye saaj bajta hey 'madhur'
kash vo main sajindaa hota to acha hota................]