Remove this ad

barf men pyas nahee hai ?

Rss     Subscribe     Share     Tweet    


0 Points

Lead

Sep 17 07 10:18 AM

Tags : :

vaqt ne patthar kar diya hai mujhko magar
tum tarashte kyon nahee mujhe todate kyon nahee
main haan kahoongee tabhee nazdeek ayoge
ajeeb zid hai tumharee ye zid chodte kyon nahee

meree bahon ka intzar na karo
tum mujhe bahon men bhar lo
ek tarfa hee sahee e mere khuda
ek baar muhabbat kar lo

jantee hoon main barf ka patthar hoon
barf aanch se pighal jayegee
tum gunguna do mujhe mere shayer
tumharee gazal kee taseer badal jayegee
har barf pighal jayegee

tum kyon sochte ho mujhko
buto ka vajood chahiye
mujh ko tumharee haan
meree na ke bavzood chahiye

mujhko tod bhee do ab tarash bhee do
mujh ko pyar bhee do mujhko pyas bhee do
kyon sochte ho mujh men ahsas nahee hai
kyon sochte ho barf men pyas nahee hai
kyon sochte ho tumhe ee meree justzoo hai
kyon sochte ho mujhe talash nahee hai
kyon sochte ho barf men pyas nahee hai
----------------------------------------------------
वक़्त ने पत्थर कर दिया है मुझको मगर
तुम तराशते क्यों नही मुझे तोड़ते क्यों नही
मैं हां कहूँगी तभी नज़दीक आयोगे
अजीब ज़िद है तुम्हारी ये ज़िद छोड़ते क्यों नही

मेरी बाहों का इंतज़ार ना करो
तुम मुझे बाहों में भर लो
एक तरफ़ा ही सही ए मेरे खुदा
एक बार मुहब्बत कर लो

जानती हूँ मैं बर्फ़ का पत्थर हूँ
बर्फ़ आँच से पिघल जाएगी
तुम गुनगुना दो मुझे मेरे शाएर
तुम्हारी ग़ज़ल की तसीर बदल जाएगी
हर बर्फ़ पिघल जाएगी

तुम क्यों सोचते हो मुझको
बुतो का वजूद चाहिए
मुझ को तुम्हारी हां
मेरी ना के बावज़ूद चाहिए

मुझको तोड़ भी दो अब तराश भी दो
मुझ को प्यार भी दो मुझको प्यास भी दो
क्यों सोचते हो मुझ में अहसास नही है
क्यों सोचते हो बर्फ़ में प्यास नही है
क्यों सोचते हो तुम्हे ई मेरी जुस्तज़ू है
क्यों सोचते हो मुझे तलाश नही है
क्यों सोचते हो बर्फ़ में प्यास नही है

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   
Remove this ad
Remove this ad

#1 [url]

Sep 17 07 12:04 PM

bhoot khoob sir,

khata nahi pani kee wo kathor ho gaya
ye to justjoo hai wakt kee yaoor
ise pathar bana diya

rakhte ho thande aalam me use
kathor fir tum hee kahte ho
dedo ek bar garmee apnee ise
dekho kaise patthar ye pighar gaya..

raj___

Quote    Reply   

#3 [url]

Sep 17 07 12:36 PM

kyon sochte ho mujh men ahsas nahee hai
kyon sochte ho barf men pyas nahee hai
kyon sochte ho tumhe ee meree justzoo hai
kyon sochte ho mujhe talash nahee hai
kyon sochte ho barf men pyas nahee hai

Buht khoob Anil
buht anokhi baat bian ki hay aap nay
Barf men pias......

Da pasa wawry waredy ghrono lamby kawaly (Pushto)
Means oper say barf gir rahi the or nechy paharon say sholy oth rahy thy

Apki poem men nay apni diary men likh li
or kia batawn

RF

Quote    Reply   

#4 [url]

Sep 17 07 1:03 PM



Anil,

Tumharee har kaveeta me jadoo hota hai.
yeh kavita magar kuch alag alag si hai,
jiske bhi ehsaason ko apne shabd diye,
jiske bhi unkahe tumne keh diye....
bohut khoob kahaaaaaaaaaaaaaaa...
Baraf Me pyaas....kitni gehri baat.
baraf ki pyaas dikhti kise hai ?????
baraf ko chuna kaun chahta hai, jisne haath lagaya....uske haath paon shunya par gaye..
haan...magar use phi to pighlaya ja sakta hai
sach me ehsaason ko ek kavi hi samajh sakta hai, ek kavi hi bata sakta hai.

Sach hi to hai, barf ki sakht shila ko bhi tora jaa sakta hai,
use pighlaya ja sakta hai.

bohut unmda soch hai, behad ache lafzo me kahe gaye...

Its me











Quote    Reply   

#5 [url]

Sep 17 07 2:50 PM



bahoot khuub guruji.... bahoot alag kalaam hai ye.... khasskar ye lines to bahoot aachi lagi ki ..

क्यों सोचते हो मुझ में अहसास नही है
क्यों सोचते हो बर्फ़ में प्यास नही है
क्यों सोचते हो तुम्हे ई मेरी जुस्तज़ू है
क्यों सोचते हो मुझे तलाश नही है
क्यों सोचते हो बर्फ़ में प्यास नही है


bahoot khuub....

<a href="http://photobucket.com" target="_blank"><img src="http://i166.photobucket.com/albums/u102/luluspooh/1072116180_CGinnysjunkcry2.jpg" border="0" alt="Photo Sharing and Video Hosting at Photobucket"></a>

Quote    Reply   

#6 [url]

Sep 17 07 10:25 PM

rf jab tumahre safon tak pahunch gaye ehai meree kavita to aur achhe safar kee ummeed kay karoon is se bahut bahut shukria

ANil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   

#7 [url]

Sep 17 07 10:29 PM

ahsasss bahut achha laga tumhara is kavita par ana aur pasand karana ye apana pan achha lagata hai meree shayri ko
Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   

#10 [url]

Sep 17 07 11:34 PM

sakhi har ahsas ko samjhne ke liye bahut bahut shukria
Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   
Remove this ad

#11 [url]

Oct 6 07 2:03 AM

Aap kaise likhte hoooooo! Mujhe is tarah ki sad love poetry bahut pasand hai. I hope ek din main itna hi achcha likh sakun....... Bahut hi khoob........ aap toh jadoo karte hain kagaz pe!


If I can stop one heart from breaking,
I shall not live in vain;
If I can ease one life the aching,
Or cool one pain,
Or help a friend in
Unto his nest again,
I shall not live in vain.....
I shall not live in vain...

- Emily Dickinson

Quote    Reply   

#12 [url]

Oct 6 07 7:09 AM

asmita mujhe pata hai tum bahut man se padhte ho aur likhtee ho ek din tum bahut acahha likhogee bhee jadoo jaisa yahan ane ke liye shukria

Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   

#13 [url]

Oct 6 07 12:49 PM

Kafi umda likha hai aapne mere pass shabd nahi hai tareef ke liye wakai hee bhaut hee accha likha hai justju/icon_clap.gif justju/icon_clap.gif

"Who says nothing is impossible ..!! I have done nothing in the past 15 Yrs n believe me.. 'IT IS POSSIBLE' !!"
user posted image

Quote    Reply   

#15 [url]

Oct 6 07 1:11 PM

मुझको तोड़ भी दो अब तराश भी दो
मुझ को प्यार भी दो मुझको प्यास भी दो
क्यों सोचते हो मुझ में अहसास नही है
क्यों सोचते हो बर्फ़ में प्यास नही है
क्यों सोचते हो तुम्हे ई मेरी जुस्तज़ू है
क्यों सोचते हो मुझे तलाश नही है
क्यों सोचते हो बर्फ़ में प्यास नही है

behad khoobsurat..
pyaar ek bahut sunder roop aur ek naya rang
abha

Quote    Reply   

#16 [url]

Oct 6 07 1:12 PM

abha meree is kavita ko psand karne ke liye bahut bahut shukriya bahut achha laga inpanktiyon ko dobara tumheree kalam se padhana
Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   

#18 [url]

Oct 6 07 1:20 PM

bahut dino rah dekhee meree nazmon ne tumahree aaj aap ayeen achha laga bahut achha laga shukriya chandni ji

ANil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   

#19 [url]

Oct 6 07 1:34 PM

QUOTE (masoomshayer @ September 17, 2007 10:18 am)
vaqt ne patthar kar diya hai mujhko magar
tum tarashte kyon nahee mujhe todate kyon nahee
main haan kahoongee tabhee nazdeek ayoge
ajeeb zid hai tumharee ye zid chodte kyon nahee

meree bahon ka intzar na karo
tum mujhe bahon men bhar lo
ek tarfa hee sahee e mere khuda
ek baar muhabbat kar lo

jantee hoon main barf ka patthar hoon
barf aanch se pighal jayegee
tum gunguna do mujhe mere shayer
tumharee gazal kee taseer badal jayegee
har barf pighal jayegee

tum kyon sochte ho mujhko
buto ka vajood chahiye
mujh ko tumharee haan
meree na ke bavzood chahiye

mujhko tod bhee do ab tarash bhee do
mujh ko pyar bhee do mujhko pyas bhee do
kyon sochte ho mujh men ahsas nahee hai
kyon sochte ho barf men pyas nahee hai
kyon sochte ho tumhe ee meree justzoo hai
kyon sochte ho mujhe talash nahee hai
kyon sochte ho barf men pyas nahee hai
----------------------------------------------------
वक़्त ने पत्थर कर दिया है मुझको मगर
तुम तराशते क्यों नही मुझे तोड़ते क्यों नही
मैं हां कहूँगी तभी नज़दीक आयोगे
अजीब ज़िद है तुम्हारी ये ज़िद छोड़ते क्यों नही

मेरी बाहों का इंतज़ार ना करो
तुम मुझे बाहों में भर लो
एक तरफ़ा ही सही ए मेरे खुदा
एक बार मुहब्बत कर लो

जानती हूँ मैं बर्फ़ का पत्थर हूँ
बर्फ़ आँच से पिघल जाएगी
तुम गुनगुना दो मुझे मेरे शाएर
तुम्हारी ग़ज़ल की तसीर बदल जाएगी
हर बर्फ़ पिघल जाएगी

तुम क्यों सोचते हो मुझको
बुतो का वजूद चाहिए
मुझ को तुम्हारी हां
मेरी ना के बावज़ूद चाहिए

मुझको तोड़ भी दो अब तराश भी दो
मुझ को प्यार भी दो मुझको प्यास भी दो
क्यों सोचते हो मुझ में अहसास नही है
क्यों सोचते हो बर्फ़ में प्यास नही है
क्यों सोचते हो तुम्हे ई मेरी जुस्तज़ू है
क्यों सोचते हो मुझे तलाश नही है
क्यों सोचते हो बर्फ़ में प्यास नही है

excellent written anil

user posted imageuser posted image

Quote    Reply   

#20 [url]

Oct 6 07 5:19 PM

bahut bahut shukriya sapana
Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   
Remove this ad
Add Reply

Quick Reply

bbcode help