Tags : :
Apni kismat aazmaana chahti hun
Phir naya zakhm khaana chahti hun
Tere diye zulm-o-sitam ki saughaat
Ansuon main bahaana chahti hun
Nasheman par hai sayyad ki nazar
Phir naya aashiyan banaana chahti hun
Zor-e-kalam ko na parakh jafakaar
Lafzon main baandh kar bulaana chahti hun
Zindagi ka bahaana hai teri yaad sanam
Yaad-e-maazi main bitaana chahti hun
Chand sanson ki mohollat de ai ajal
Intezaar-e-sanam ka bahaana chahti hun
Aajaa ai katil dilbar sunle meri pukaar
Intezaar ki ghadiyon ko nibhaana chahti hun
Apne tarsh lehje se "aarzoo" ko naya zakhm de jaa
Aaj phir main muskuraana chahti hun [align=center]Text[/align]