Remove this ad

kaheen par

Rss     Subscribe     Share     Tweet    


0 Points

Lead

Sep 16 07 4:37 PM

Tags : :

mahsoos hua mujh se door too khoya hai kaheen par
mera sapne hai kaheen par dil soya hai kaheen par

tere samane to khush tha main soch ke too khush hai
door tujh se ja ke ye man roya hai kaheen par

phool pe haq kis ka ho khushboo mile kisee ko bhee
toone diya tha kal jo pyar boya hai kaheen par
----------------------------------------------------------
महसूस हुआ मुझ से दूर तू खोया है कहीं पर
मेरा सपने है कहीं पर दिल सोया है कहीं पर

तेरे सामने तो ख़ुश था मैं सोच के तू ख़ुश है
दूर तुझ से जा के ये मन रोया है कहीं पर

फूल पे हक़ किस का हो ख़ुश्बू मिले किसी को भी
तूने दिया था कल जो प्यार बोया है कहीं पर

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   
Remove this ad
Remove this ad

#4 [url]

Sep 16 07 9:02 PM

arif bahut bahut shukriya piche kuch dino men pyare se logon ka hamare parivar me izafa huya hai isee liye shayed kuch pyara pan hamaree baton men bhee aa gaya hoga

shukria

Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   

#7 [url]

Sep 17 07 1:20 AM




Anil....

tum khud ba khud jo bayan kar jate hoi, koi aur kya kahe !
[QUOTE]
Lagta hai abhi pyar me question mark laga hi hai kya ?

Its me justju/rose.gif

Quote    Reply   
Remove this ad

#14 [url]

Sep 18 07 11:09 PM

shukriya kashif

Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   
Remove this ad
Add Reply

Quick Reply

bbcode help