Tags : :
SAANWARIYA...............
SAANWARIYA"
Saanwariya
kaise gaaon geet
saanwariya kaise gaaon geet
chalak na jaye in nainan se
umadh rahi hai preet,
saanwariya
kaise gaaon geet
hontho pai tera naam jo aye
madhur lage sangeet
saanwariya
kaise gaaon geet,
bah na chalu main
sang tihare,
toot na jaye reet
saanwariya
kaise gaaon geet
jidhar bhi dekhoon tu he kahda hai
o, mere man meet
saanwariya kaise gaaon geet
SAANWARIYA"
Saanwariya
kaise gaaon geet
saanwariya kaise gaaon geet
chalak na jaye in nainan se
umadh rahi hai preet,
saanwariya
kaise gaaon geet
hontho pai tera naam jo aye
madhur lage sangeet
saanwariya
kaise gaaon geet,
bah na chalu main
sang tihare,
toot na jaye reet
saanwariya
kaise gaaon geet
jidhar bhi dekhoon tu he kahda hai
o, mere man meet
saanwariya kaise gaaon geet