Tags : :
Anil Ji adaab
Aap ne apne doost ko imtehaan mein dal diya
go ke yeh meri field nahin hai .aap ke hukm ki tameel hai
Ager pasand aajaye to tx . ager na aaye to maafi
javed
Jabse ranga tere rang mein yeh tan
Mera mann to bawara ho gaya
Jabse lagi mere mann mein teri lagan
Mera mann to bawara ho gaya
Main birha mein tere aansoon bahaoun
Ya khushi se tere main sapne sajaon
Ab to aisi hui hai sudh re sajan
Mera mann to bawara ho gaya
Har ahat par main duwaar takoon
Har panchee se tujhko parnaam kahoon
Pawan mein teri khushboo, karde magan
Mera mann to bawara ho gaya
Chahti ki dhadkan machaalne lagi hai
Nainan mein neendiya bhi jalne lagi hai
Jaldi se Javed aaja re more sajan
Mera mann to bawara ho gaya
Aap ne apne doost ko imtehaan mein dal diya
go ke yeh meri field nahin hai .aap ke hukm ki tameel hai
Ager pasand aajaye to tx . ager na aaye to maafi
javed
Jabse ranga tere rang mein yeh tan
Mera mann to bawara ho gaya
Jabse lagi mere mann mein teri lagan
Mera mann to bawara ho gaya
Main birha mein tere aansoon bahaoun
Ya khushi se tere main sapne sajaon
Ab to aisi hui hai sudh re sajan
Mera mann to bawara ho gaya
Har ahat par main duwaar takoon
Har panchee se tujhko parnaam kahoon
Pawan mein teri khushboo, karde magan
Mera mann to bawara ho gaya
Chahti ki dhadkan machaalne lagi hai
Nainan mein neendiya bhi jalne lagi hai
Jaldi se Javed aaja re more sajan
Mera mann to bawara ho gaya