Tags : :
adaab
aik ghazal pesh hai
umeed hai aap ko pasand aaye gi
ab na dewaar na Dar lagta hai
kiysa veeran ye ghar lagta hai
ik mehel ho ke daricha dil ka
gar hai khali to khandhar lagta hai
tapte sehera ki musafat maiN kabhi
aik patta bhi shajhar lagta hai
meri aankhoN ne talab maiN rakhkha
wo sitara jo qamar lagta hai
aaoo chalte haiN ab oos paar kahiN
ees jazire maiN to dar lagta hai
gul dehelve
kathin shabdha
Dar>>>>darwaza
sehera>>retila maidaan
musafat>>> safar ki lambaee
shajhar>>paidh >.darakht>>tree
talab>>>maangna
qamar>>>chaand..chandarma
aik ghazal pesh hai
umeed hai aap ko pasand aaye gi
ab na dewaar na Dar lagta hai
kiysa veeran ye ghar lagta hai
ik mehel ho ke daricha dil ka
gar hai khali to khandhar lagta hai
tapte sehera ki musafat maiN kabhi
aik patta bhi shajhar lagta hai
meri aankhoN ne talab maiN rakhkha
wo sitara jo qamar lagta hai
aaoo chalte haiN ab oos paar kahiN
ees jazire maiN to dar lagta hai
gul dehelve
kathin shabdha
Dar>>>>darwaza
sehera>>retila maidaan
musafat>>> safar ki lambaee
shajhar>>paidh >.darakht>>tree
talab>>>maangna
qamar>>>chaand..chandarma