Remove this ad

main hindu , main muslim

Rss     Subscribe     Share     Tweet    


0 Points

Lead

Jun 9 07 1:51 PM

Tags : :

namaskar doston aap sub ke saamne kuch kyaal likh raahon hun saayad aap ko pasand aa jay,

main hindu , main muslim, main sikh, main yeh
har taraf yahi naara bulaand hai,
hindoo- ka laga masjid pe pehra aur
aur khain muslmaano ke aantak se mandir band hai

hum ginti main hai kum, to hum per hi ye sitam hai
aur kahin beech baazaar main, bus-o- main fat-te bomb hai
wo kahe yeh BJP ka raaj hai, per congrss bhi khan kam hai
en ki chalti rahe poltics, hota janta per sitam hai


chodo yeh sub jaati-behed- kya hindu kya muslim hai
milkar rahe pyaar se hum sub,
hum sub insaan haai yeh baat kya kaam hai
pyaar baaton khushi baaton- miljul kar
jeyo aaur jeene doo – zindgi
zindgi main pal pehle hi bhut kam hai


aao hum sub milkar yeh naar de
ki hum naa hindu naa muslim , naa sikh hai
milkar rahenge, haar khushii- gum main
chaay jaisa bhi hoo dour hum sab sang hai


user posted image
उसका क्या कुसूर था जो उसको ये सज़ा दी
किया जिसने मुझ पर ख़ुद से ज़्यादा भरोसा
बता ए संग दिल क्यों मैने उसको दगा दी

Quote    Reply   
Remove this ad
Remove this ad

#1 [url]

Jun 9 07 2:05 PM

sagar bahut khub nara diya hai
kash yahan shanti ke sath milke rahe sab phir kitna sukun ho

aapke khane pe kuch likh rahi hun

koi kahta hai hindu ne muslman ko mara hai
koi kahta hai muslim ne hindu ka ghar uajada hai
sabne dekha nahi kisi ka insaan hona kabhi
har taraf khuf ka saaya sa ek lahraaya hai
dekho tum ek insaan ka insaan honaa ye dost
na koi hindu na koi muslmaan yahan aaya hai
ye to dharti pe aake bant diye hai majhab
warna bhagwaan ne sabko hi ek banaya hai
ye bedbhav mitake ek baar dekho sabhi
kitna payara jahan bhagwaan ne banaya hai

sakhi with love

Quote    Reply   

#2 [url]

Jun 9 07 4:56 PM

wah dost wah kaya baat hai kitena umenda khyalat or soch ko pesh kiya hai aap ne daad kabool karai

```THANKS TO THOSE WHO HATED ME ``THEY MADE ME A STRONGER PERSON`
```THANKS TO THOSE WHO LOVED ME ``THEY MADE MY HEART BIGGER``
```THANKS TO THOSE WHO WORRIED ABOUT ME ``THEY LET ME KNOW THAT THEY ACTUALLY CARED
```THANKS TO THOSE WHO LEFT ME```THEY MADE ME REALIZE THAT NOTHING LAST FOREVER`
```THANKS TO THOSE WHO ENTERED MY LIFE``THEY MADE ME KNOW WHO I M TODAY `
``` GOD BLESS YOU ALL

Quote    Reply   

#4 [url]

Jun 9 07 8:41 PM

aisi awaaj buland ho fir kya kahna

Quote    Reply   
Remove this ad

#5 [url]

Jun 9 07 9:46 PM

justju/rose.gif hi sagar ji
kya baat hai aap itni gahree soch bhi rakhte ho,mujhe to ye pata hi nahi tha.or na hi ye pata tha ki baccha itna bada ho gaya ki aise maslo par soch rakhta ho.
baakai bahot khoob likha hai aapne or bahot hi typical topic chuna aapne kuch likhne ke liye,
bas yun hi apni soch ko shabd dete rahiye

Quote    Reply   

#6 [url]

Jun 9 07 9:52 PM

QUOTE (sirftum @ June 09, 2007 01:51 pm)
namaskar doston aap sub ke saamne kuch kyaal likh raahon hun saayad aap ko pasand aa jay,

main hindu , main muslim, main sikh, main yeh
har taraf yahi naara bulaand hai,
hindoo- ka laga masjid pe pehra aur
aur khain muslmaano ke aantak se mandir band hai

hum ginti main hai kum, to hum per hi ye sitam hai
aur kahin beech baazaar main, bus-o- main fat-te bomb hai
wo kahe yeh BJP ka raaj hai, per congrss bhi khan kam hai
en ki chalti rahe poltics, hota janta per sitam hai


chodo yeh sub jaati-behed- kya hindu kya muslim hai
milkar rahe pyaar se hum sub,
hum sub insaan haai yeh baat kya kaam hai
pyaar baaton khushi baaton- miljul kar
jeyo aaur jeene doo – zindgi
zindgi main pal pehle hi bhut kam hai


aao hum sub milkar yeh naar de
ki hum naa hindu naa muslim , naa sikh hai
milkar rahenge, haar khushii- gum main
chaay jaisa bhi hoo dour hum sab sang hai

Sagar

bahut sach ki awaaz uthai hai. kash jo kusrsiyon par baithe hain vo is baatko samajhte.

bahut achi baatain aap samne laaye ho, yunhi likhte rahna. God bless you.

nira

Quote    Reply   

#7 [url]

Jun 10 07 10:06 AM

QUOTE (sakhi1909 @ June 09, 2007 02:05 pm)
sagar bahut khub nara diya hai
kash yahan shanti ke sath milke rahe sab phir kitna sukun ho

aapke khane pe kuch likh rahi hun

koi kahta hai hindu ne muslman ko mara hai
koi kahta hai muslim ne hindu ka ghar uajada hai
sabne dekha nahi kisi ka insaan hona kabhi
har taraf khuf ka saaya sa ek lahraaya hai
dekho tum ek insaan ka insaan honaa ye dost
na koi hindu na koi muslmaan yahan aaya hai
ye to dharti pe aake bant diye hai majhab
warna bhagwaan ne sabko hi ek banaya hai
ye bedbhav mitake ek baar dekho sabhi
kitna payara jahan bhagwaan ne banaya hai

sakhi with love

sukriya sakhi di jo aap yahan aayi aur mujeh
khushi hai ki esko aap ne pasand kiya

aur aapka likha bhut aacha laga mujeh

bus aise hi saath deten rahey


take care and keep smiling

sagar

user posted image
उसका क्या कुसूर था जो उसको ये सज़ा दी
किया जिसने मुझ पर ख़ुद से ज़्यादा भरोसा
बता ए संग दिल क्यों मैने उसको दगा दी

Quote    Reply   
Remove this ad
Add Reply

Quick Reply

bbcode help