Remove this ad

INTEZAAR-E-SANAM JAAN LEVA EHSAAS HAI...

Rss     Subscribe     Share     Tweet    


0 Points

Lead

Jun 9 07 12:46 PM

Tags : :

Zara sa aasmaan diya hota
Meri wafaaon ka sila diya hota
Maanga tha kuch pal ka saath
Mere hisse ka pyaar diya hota

Na gila hota tujh se kabhi bhi
Meri shikayaton pe nazar kiya hota
Intezaar-e-sanam jaan leva ehsaas hai
Mere pyaar ka ehsaas sangdil zara hota

Har kadam par jhoote waade kiye hai
Tere kasmon ka sahaara to mila hota
Jhooti aas main jee leti zindagi
Kaash laut aane ka waada kiya hota

Na umeed ki koi kiran nazar aati hai
Tere pyaar ne yun tabaah na kiya hota
Na ho raha hai yakeen teri bewafaai ka
Kaash teri farebi baaton ko jaan liya hota

Paa liya tune kinaara doobo ke mujhko
Majhdaar main kashti ko doboya na hota
Kinaare ki umeed main tayarti rahi
kaash hasraton ka kinara kareeb hota
Quote    Reply   
Remove this ad
Remove this ad

#1 [url]

Jun 9 07 1:59 PM

Paa liya tune kinaara doobo ke mujhko
Majhdaar main kashti ko doboya na hota
Kinaare ki umeed main tayarti rahi
kaash hasraton ka kinara kareeb hota

kaash yaisa hota kash yaisa hota....
par yaisa nahi hota hai didi

bahut dard phir laai ho

sakhi with love

Quote    Reply   

#2 [url]

Jun 9 07 2:05 PM

Gar hota hai tere kalamoN main Gum
To mere sheroN main bagawat nazar aati hai
Afsos, main nahin samajh pata tujhko
Na toon mujhko samajh paati hai

"ढूँढा सब जहाँ में, पाया पता तेरा नहीं
अब पता तेरा मिला, तो पता मेरा नहीं"

Quote    Reply   

#3 [url]

Jun 9 07 3:37 PM

bahot khoob aarzoo jee aaj aapka dard to kaagaz se nikal kr bahna chaha rah hai hum sab ki ankhgon se....aaj samajh saka aapke dard ki intehaan..allah aapko sukoon de...khush raha karen...likhti rahen..kalaam mashallah behad haseen hai khoobsurat khyalaat aur alfaaze bayaan...ek bar fir se yahi kahoonga ki likhti rahen...allah hafiz.
shaad

Quote    Reply   

#4 [url]

Jun 10 07 3:01 AM

QUOTE (sakhi1909 @ June 09, 2007 01:59 pm)
Paa liya tune kinaara doobo ke mujhko
Majhdaar main kashti ko doboya na hota
Kinaare ki umeed main tayarti rahi
kaash hasraton ka kinara kareeb hota

kaash yaisa hota kash yaisa hota....
par yaisa nahi hota hai didi

bahut dard phir laai ho

sakhi with love

yeaaaaaa ur right sakhiiiiiii aisa nahi hotaaaaaaaaaaa....lekin kya karein ye kaash zindagi se jaata nahi hai...

Quote    Reply   

#5 [url]

Jun 12 07 8:30 PM

QUOTE (aarzoo @ June 09, 2007 12:46 pm)
Zara sa aasmaan diya hota
Meri wafaaon ka sila diya hota
Maanga tha kuch pal ka saath
Mere hisse ka pyaar diya hota

Na gila hota tujh se kabhi bhi
Meri shikayaton pe nazar kiya hota
Intezaar-e-sanam jaan leva ehsaas hai
Mere pyaar ka ehsaas sangdil zara hota

Har kadam par jhoote waade kiye hai
Tere kasmon ka sahaara to mila hota
Jhooti aas main jee leti zindagi
Kaash laut aane ka waada kiya hota

Na umeed ki koi kiran nazar aati hai
Tere pyaar ne yun tabaah na kiya hota
Na ho raha hai yakeen teri bewafaai ka
Kaash teri farebi baaton ko jaan liya hota

Paa liya tune kinaara doobo ke mujhko
Majhdaar main kashti ko doboya na hota
Kinaare ki umeed main tayarti rahi
kaash hasraton ka kinara kareeb hota

deee..............paddd kar meri aankhen sii bhar aayi..aur ek ajeeb si uljhan bhi.......

sach hai ye toh..

Intezaar-e-sanam jaan leva ehsaas hai



bahut pyara likha hai..............

Ye AuR bAaT hAi Ke KiSmAt MuJHsE lipAt Ke RoI,
vArNa BaAhEn ToH tUjHe DeKhKaR fAiLaYi ThI



ISHQ

Quote    Reply   

#6 [url]

Jun 12 07 10:25 PM

Bahut umda

<a href=http://www.viewbestads.com/public/index/index/ref/NTc0MjA0aXY= target='_blank'><img src='http://www.viewbestads.com/public/images/banner_images/bnr_med_rect-300x250.jpg'></a>


Asif Jamil
DEKHNE WALE TU MERI MUSKURAHAT PE NA JAA
YE TO PARDA HAI GHAME DIL CHHUPANE KE LIYE

Quote    Reply   

#8 [url]

Jun 13 07 8:57 AM

Paa liya tune kinaara doobo ke mujhko
Majhdaar main kashti ko doboya na hota
Kinaare ki umeed main tayarti rahi
kaash hasraton ka kinara kareeb hota

Zara sa aasmaan diya hota
Meri wafaaon ka sila diya hota
Maanga tha kuch pal ka saath
Mere hisse ka pyaar diya hota

Wah Aarzoo ji wah

ki ajazbaat paish kiye hain

kash koii---------------------------

aap ka kalam zaber dast hai dad qubool fermain


Khaksar
javed

Quote    Reply   
Remove this ad

#9 [url]

Jun 15 07 1:48 PM

Paa liya tune kinaara doobo ke mujhko
Majhdaar main kashti ko doboya na hota
Kinaare ki umeed main tayarti rahi
kaash hasraton ka kinara kareeb hota

This is Real World where every one is stepping on other Dead body to get Destination

Kia karah jaah saktah hay

your pain had gone through my heart and made me cry

God bless

user posted image

Quote    Reply   

#10 [url]

Jun 17 07 11:40 AM

QUOTE (SanjayGulatiMusafir @ June 09, 2007 02:05 pm)
Gar hota hai tere kalamoN main Gum
To mere sheroN main bagawat nazar aati hai
Afsos, main nahin samajh pata tujhko
Na toon mujhko samajh paati hai

bohot khoobsurati se mere kalaam ki shobha badhaai hai sanjay...yunhi saath nibhaate rahiye...hausla milta hai likhne ka..apna khayaal rakhiye.

Quote    Reply   

#11 [url]

Jun 17 07 3:50 PM

QUOTE (aarzoo @ June 09, 2007 12:46 pm)
Zara sa aasmaan diya hota
Meri wafaaon ka sila diya hota
Maanga tha kuch pal ka saath
Mere hisse ka pyaar diya hota

Na gila hota tujh se kabhi bhi
Meri shikayaton pe nazar kiya hota
Intezaar-e-sanam jaan leva ehsaas hai
Mere pyaar ka ehsaas sangdil zara hota

Har kadam par jhoote waade kiye hai
Tere kasmon ka sahaara to mila hota
Jhooti aas main jee leti zindagi
Kaash laut aane ka waada kiya hota

Na umeed ki koi kiran nazar aati hai
Tere pyaar ne yun tabaah na kiya hota
Na ho raha hai yakeen teri bewafaai ka
Kaash teri farebi baaton ko jaan liya hota

Paa liya tune kinaara doobo ke mujhko
Majhdaar main kashti ko doboya na hota
Kinaare ki umeed main tayarti rahi
kaash hasraton ka kinara kareeb hota

Bohot khub aarzoooooooooooooooooooooo

Waise ghabdane ki koi baat nahi hai!,kyun????????
Main hoon na
Waqt gujrega, ham bikhar jayenge
Kaun jane sab kidhar jayenge.......
Ham tumhari parchayii hain yaad rakhna,
Jahan tanhai mili,wahan ham nazar aayenge


NM

Be Happy Today,
Just Enjoy Today,
Freak Out Today,
Live Freely Today,
Have Fun Today,
Cuz Who Knows............. You Might Fall In Love Tomorrow...


user posted image

Quote    Reply   

#13 [url]

Jun 18 07 5:56 PM

Na umeed ki koi kiran nazar aati hai
Tere pyaar ne yun tabaah na kiya hota
Na ho raha hai yakeen teri bewafaai ka
Kaash teri farebi baaton ko jaan liya hota



arzoo je aaj lageta hai yah dard dhek upper wala bhi kuch sochenai ko majboor hoga bahoot umenda taraikai se aapenai dard ko pesh kiya khuda sakoon chain dai .

```THANKS TO THOSE WHO HATED ME ``THEY MADE ME A STRONGER PERSON`
```THANKS TO THOSE WHO LOVED ME ``THEY MADE MY HEART BIGGER``
```THANKS TO THOSE WHO WORRIED ABOUT ME ``THEY LET ME KNOW THAT THEY ACTUALLY CARED
```THANKS TO THOSE WHO LEFT ME```THEY MADE ME REALIZE THAT NOTHING LAST FOREVER`
```THANKS TO THOSE WHO ENTERED MY LIFE``THEY MADE ME KNOW WHO I M TODAY `
``` GOD BLESS YOU ALL

Quote    Reply   

#14 [url]

Jun 25 07 12:06 PM

QUOTE (sameer'shaad' @ June 09, 2007 03:37 pm)
bahot khoob aarzoo jee aaj aapka dard to kaagaz se nikal kr bahna chaha rah hai hum sab ki ankhgon se....aaj samajh saka aapke dard ki intehaan..allah aapko sukoon de...khush raha karen...likhti rahen..kalaam mashallah behad haseen hai khoobsurat khyalaat aur alfaaze bayaan...ek bar fir se yahi kahoonga ki likhti rahen...allah hafiz.
shaad

sameer tum sab ka saath aarzoo ko kuch duur aur chalne par majboor karta hai...yunhi saath nibhaate rahiyega...god bless.

Quote    Reply   

#15 [url]

Jun 25 07 1:25 PM

Har kadam par jhoote waade kiye hai
Tere kasmon ka sahaara to mila hota
Jhooti aas main jee leti zindagi
Kaash laut aane ka waada kiya hota niceeeeeeeeeeee

Na umeed ki koi kiran nazar aati hai
Tere pyaar ne yun tabaah na kiya hota
Na ho raha hai yakeen teri bewafaai ka
Kaash teri farebi baaton ko jaan liya hota gooooood oneeeeeee

appi bahut such kaha he agar hamare darmiyan y kash na hota to kya baat hoti magar ye to zindagi ka aham hissa he iske sath hi hame zindagi guzarni he aur jo hamare pas he usi main sabr-o-shukur karna he bas allah taala se dua go hun jitni jaldi ho sake apki zindagi ke is kashhhhhhh ko door karde aur apki har tamanna puri ho jae (ameen summa ameen)

keep writing
Allah Hafzi

user posted image

Mangi thi mene tumse mohabbat ki zindagi
Tumne to zindagi ko mohabbat bana diya

Quote    Reply   

#16 [url]

Jun 27 07 4:43 AM

QUOTE (khushi @ June 25, 2007 01:25 pm)
Har kadam par jhoote waade kiye hai
Tere kasmon ka sahaara to mila hota
Jhooti aas main jee leti zindagi
Kaash laut aane ka waada kiya hota niceeeeeeeeeeee

Na umeed ki koi kiran nazar aati hai
Tere pyaar ne yun tabaah na kiya hota
Na ho raha hai yakeen teri bewafaai ka
Kaash teri farebi baaton ko jaan liya hota gooooood oneeeeeee

appi bahut such kaha he agar hamare darmiyan y kash na hota to kya baat hoti magar ye to zindagi ka aham hissa he iske sath hi hame zindagi guzarni he aur jo hamare pas he usi main sabr-o-shukur karna he bas allah taala se dua go hun jitni jaldi ho sake apki zindagi ke is kashhhhhhh ko door karde aur apki har tamanna puri ho jae (ameen summa ameen)

keep writing
Allah Hafzi

khushiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii...........kitna nazdeek se mere kalaam ko padhti ho aur mehsoos karti ho..tumhaare reviews se iska ehsaas hota hai....aur apni dil lubhaadene waali baaton se man main kai sawaal khade kar deti ho..god bless for being with me gudiyaa... justju/246.gif justju/458.gif

Quote    Reply   
Remove this ad
Add Reply

Quick Reply

bbcode help