Remove this ad

"TITTALI"

Rss     Subscribe     Share     Tweet    


0 Points

Lead

Jun 1 07 10:50 AM

Tags : :

rukti to titlai bhi nahi
kabhi phool kabhi aakash per
geet roz gaati hai
naye naye phoolo se koi
baat chupake laati hai...........

kirti bahut khoob likha hai.......
mujhe apna fav...song yaad aa gaya...

"TITLI URI UR JO CHALI
PHOOL NE KAHA
AAJA MERE PAAS
TITLI KAHE
MEIN CHALI AAKASH"



"TITTALI"

Mera maan rukta nahi
Tharhe khani manta nahi
Phoole ka ambaar to nahi
barsaat ki Bhar nahi
Kisi bhore ki aas nahi
Udde jane ka sapna nahi
Phir bhi jee hai
Tittali bane jane ka

Its me Keerti
Quote    Reply   
Remove this ad
Remove this ad

#1 [url]

Jun 1 07 11:42 AM

QUOTE (keertivaidya @ June 01, 2007 10:50 am)
"TITTALI"

Mera maan rukta nahi
Tharhe khani manta nahi
Phoole ka ambaar to nahi
barsaat ki Bhar nahi
Kisi bhore ki aas nahi
Udde jane ka sapna nahi
Phir bhi jee hai
Tittali bane jane ka

Its me Keerti

Udne do is man ko apne
Khule khule aakash tale
kahin vidroh na kar baithe
Apne man ki chah tale

Udna hi hai daal dal
kyon ban ik titli jaate ho
Utho naapo Oonchayee aakash ki
jahan sapne poorN ho jaate hoN

"ढूँढा सब जहाँ में, पाया पता तेरा नहीं
अब पता तेरा मिला, तो पता मेरा नहीं"

Quote    Reply   
Add Reply

Quick Reply

bbcode help