Remove this ad

Hazaro se thi mohabbat,

Rss     Subscribe     Share     Tweet

0 Points

Lead

Jun 1 07 10:33 AM

Tags : :

Hazaro se thi mohabbat,lakho par nigah rakhte the!
Har mehfil ki jaan,ham khud ko bana rakhte the!
Jab tumhe pehli nazar dekha,to laga...............
Auro ki tarha tumhe bhi mom sa pigla sakte hain..
Par haalat ne li karwat kuch is tarha!!!!
Tumhare chahre ke noor ne kiya aasar kuch aisa....
Ke bhid me bhi aab ham khud ko tanha rakhte hain,
Jo na ho tum samne,phir bhi tumhari yaad ke sahare ishq ki diye dil me jala rakhte hain...
hame khabar hai ke tum rehti ho hamse bekhabar,
Tumhari is aada ko bhi ham dil se laga rakhte hain..........
Hamse mohabbat nahi nafrat hi sahi,par kuch to tumhare darr se mil jaye..
Bas!, is hi khusi ke sahare ham sari umr beeta sakte hain..........

Quote    Reply
Remove this ad
Remove this ad

#1 [url]

Jun 1 07 12:01 PM

Khelne kaa shauk tha chingariyoN se mujhko
Jalaya jab daman apna to samajh aya
Ye Noor Hai khuda ka, Saman-E-bazeecha* nahin

Saman-E-bazeecha - Toys to play with

"ढूँढा सब जहाँ में, पाया पता तेरा नहीं
अब पता तेरा मिला, तो पता मेरा नहीं"

Quote    Reply

#2 [url]

Jun 1 07 12:17 PM

QUOTE
Khelne kaa shauk tha chingariyoN se mujhko
Jalaya jab daman apna to samajh aya
Ye Noor Hai khuda ka, Saman-E-bazeecha* nahin

Saman-E-bazeecha - Toys to play with

beautifull said Sanjay gulati ji
u r superb
these lines are so touchy
keep it up bro

Quote    Reply

#3 [url]

Jun 1 07 3:16 PM

Hamse mohabbat nahi nafrat hi sahi,par kuch to tumhare darr se mil jaye..
Bas!, is hi khusi ke sahare ham sari umr beeta sakte hain....

Behad khoobsurat.........

ABU

Kya likhte ho dost aap sach mein seedha dil par vaar karte ho..ek baar jo padh le aapko wo baar-2 padhna chahega yahi mera sochna hai..ehsaas hamesha aapke apne hote hai jo bohat pyaare hote hai...dili daad qabool kare

shukriyah

Quote    Reply

#4 [url]

Jun 2 07 2:49 PM

Thank u diggaj for aprisiating this post
admin and mods of this shayar family are doing lots of hard work here
and giving their preshious time to this site
i pray to God for love and prosperity here
Shayarfamily rocks

Quote    Reply

#5 [url]

Jun 3 07 2:29 AM

BAHUT KHUB

AHSAS KO BAHUT HI GAHRAI SE LIKHA

DIL KO CHOOOOOOOOOOOO GAYA

DAAD HAZIR HE justju/icon_clap.gif justju/icon_clap.gif justju/icon_clap.gif

BAHUT HI ACHA LIKHTE HE

PYAR ME DUBA KALAM KAMAL KA LIKHA HE

YESE HI AATE RAHE MAHFIL KO MAHKTE RAHE

SADA KHUSH RAHE justju/rose.gif justju/rose.gif justju/rose.gif

SHAKUN PANCHHI LAYE AAS
SHUKOON KA LAYE AHSAS

Quote    Reply
Remove this ad

#6 [url]

Jun 3 07 3:59 AM

QUOTE (ABU @ June 01, 2007 10:33 am)
Hazaro se thi mohabbat,lakho par nigah rakhte the!
Har mehfil ki jaan,ham khud ko bana rakhte the!
Jab tumhe pehli nazar dekha,to laga...............
Auro ki tarha tumhe bhi mom sa pigla sakte hain..
Par haalat ne li karwat kuch is tarha!!!!
Tumhare chahre ke noor ne kiya aasar kuch aisa....
Ke bhid me bhi aab ham khud ko tanha rakhte hain,
Jo na ho tum samne,phir bhi tumhari yaad ke sahare ishq ki diye dil me jala rakhte hain...
hame khabar hai ke tum rehti ho hamse bekhabar,
Tumhari is aada ko bhi ham dil se laga rakhte hain..........
Hamse mohabbat nahi nafrat hi sahi,par kuch to tumhare darr se mil jaye..
Bas!, is hi khusi ke sahare ham sari umr beeta sakte hain..........

hahaha abu aise hi hota hai jab pyaar ho jaata hai to saari duniya begaani...aur bheed main bhi akela mehsoos karte hai..ye aur baat hai baat unke dil tak pohonche ya nahi...bohot khoobsurati se likha hai ye pyaar ka pehla ehsaas..keep writing god bless..

Quote    Reply

#8 [url]

Jun 12 07 3:21 AM

QUOTE (shakun @ June 03, 2007 02:29 am)
BAHUT KHUB

AHSAS KO BAHUT HI GAHRAI SE LIKHA

DIL KO CHOOOOOOOOOOOO GAYA

DAAD HAZIR HE justju/icon_clap.gif justju/icon_clap.gif justju/icon_clap.gif

BAHUT HI ACHA LIKHTE HE

PYAR ME DUBA KALAM KAMAL KA LIKHA HE

YESE HI AATE RAHE MAHFIL KO MAHKTE RAHE

SADA KHUSH RAHE justju/rose.gif justju/rose.gif justju/rose.gif

thanks shakun
aap ki honsla awzai ne mujhe bahut prarit kiya
aap ka bahut bahut bahut shukriya

Quote    Reply

#9 [url]

Jun 12 07 3:24 AM

QUOTE (aarzoo @ June 03, 2007 03:59 am)
QUOTE (ABU @ June 01, 2007 10:33 am)
Hazaro se thi mohabbat,lakho par nigah rakhte the!
Har mehfil ki jaan,ham khud ko bana rakhte the!
Jab tumhe pehli nazar dekha,to laga...............
Auro ki tarha tumhe bhi mom sa pigla sakte hain..
Par haalat ne li karwat kuch is tarha!!!!
Tumhare chahre ke noor ne kiya aasar kuch aisa....
Ke bhid me bhi aab ham khud ko tanha rakhte hain,
Jo na ho tum samne,phir bhi tumhari yaad ke sahare ishq ki diye dil me jala rakhte hain...
hame khabar hai ke tum rehti ho hamse bekhabar,
Tumhari is aada ko bhi ham dil se laga rakhte hain..........
Hamse mohabbat nahi nafrat hi sahi,par kuch to tumhare darr se mil jaye..
Bas!, is hi khusi ke sahare ham sari umr beeta sakte hain..........

hahaha abu aise hi hota hai jab pyaar ho jaata hai to saari duniya begaani...aur bheed main bhi akela mehsoos karte hai..ye aur baat hai baat unke dil tak pohonche ya nahi...bohot khoobsurati se likha hai ye pyaar ka pehla ehsaas..keep writing god bless..

thanks aarzoo for apriciating my post
and thanks for ur blessings

Quote    Reply

#10 [url]

Jun 12 07 3:25 AM

QUOTE (javedarshad @ June 03, 2007 04:52 am)
aman abu Sb
ab aap apne qaum ko itna to na girau
khoob likha hai good keep it up

javed

thanks javed bhai

Quote    Reply
Remove this ad
Add Reply

Quick Reply

bbcode help