Remove this ad

Ik Be-wafa

Rss     Subscribe     Share     Tweet    

0 Points

Lead

Jun 1 07 8:22 AM

Tags : :

Ik Be-wafa

Hamne tumhaari aaj zubaan bhi dekh li
harkat-o-manzer Tufaani dekh li
Chain-o-aman ab kho gaya hai is tarah
tere hi Ghar par be-wafa ik dekh li.

Har taraf yuiN khouf ka manzer chala
tere hi haathoN unka sab chakker chala
hasrat chhupa tu is tarah phir kyuiN chali
Mere dar pe aake kyuiN samander chali.

Rafta-rafta kho rahi hai har fizaN
kis kader ab ho gayi hai gard zubaaN
pyaar tera hai ghoom raha ab kahaan kahan
ho jaye na ab khak tera ye dil dhuaaN.

Harash
Quote    Reply   
Remove this ad
Remove this ad

#1 [url]

Jun 1 07 9:22 AM

Rafta-rafta kho rahi hai har fizaN
kis kader ab ho gayi hai gard zubaaN
pyaar tera hai ghoom raha ab kahaan kahan
ho jaye na ab khak tera ye dil dhuaaN.

Beautifulllllllll........

Harsh sahab ko Namaskaar

Bohat waqt baad padha aaj aapko dil ko bada sukoon mila...din ki suruwaat ek umda nazm k saath hui hai bada acha jayega...har ek misre mein aapne alfaaz ko phoolo ki tarah piro diya hai...bohat acha laga aapko padhna..dili daad hazir hai

shukriyah

Quote    Reply   

#2 [url]

Jun 1 07 6:44 PM

Diggaj saheb namaskaar....ji haaN ..hum muddat ke baad hi anshik roop se rubroo hueiN haiN..per achhalaga aapka is traha aaana..our is kavita ko aapne apnme lafzoN ke saath jagah di....umeed ha hai aap aage bhi isi tarah aate rahenge...

Harash

Quote    Reply   

#3 [url]

Jun 1 07 7:45 PM

QUOTE (Harash Mahajan @ June 01, 2007 08:22 am)
Ik Be-wafa

Hamne tumhaari aaj zubaan bhi dekh li
harkat-o-manzer Tufaani dekh li
Chain-o-aman ab kho gaya hai is tarah
tere hi Ghar par be-wafa ik dekh li.

Har taraf yuiN khouf ka manzer chala
tere hi haathoN unka sab chakker chala
hasrat chhupa tu is tarah phir kyuiN chali
Mere dar pe aake kyuiN samander chali.

Rafta-rafta kho rahi hai har fizaN
kis kader ab ho gayi hai gard zubaaN
pyaar tera hai ghoom raha ab kahaan kahan
ho jaye na ab khak tera ye dil dhuaaN.

Harash

Harash ji.

bahut achi nazm se mila diya hai, har alfaz ko khub istimaal kiye hain.

Rafta-rafta kho rahi hai har fizaN
kis kader ab ho gayi hai gard zubaaN
pyaar tera hai ghoom raha ab kahaan kahan
ho jaye na ab khak tera ye dil dhuaaN.

har pankti mein mano jaan phoonk di hai. shukriya daad hazir hai kabool karain.

nira

Quote    Reply   

#4 [url]

Jun 4 07 8:33 PM

QUOTE (Misty @ June 01, 2007 07:45 pm)

bahoot bahoot shukriya Nira ji...

harash

Quote    Reply   

#5 [url]

Jun 5 07 3:55 AM

QUOTE (Harash Mahajan @ June 01, 2007 08:22 am)
Ik Be-wafa

Hamne tumhaari aaj zubaan bhi dekh li
harkat-o-manzer Tufaani dekh li
Chain-o-aman ab kho gaya hai is tarah
tere hi Ghar par be-wafa ik dekh li.

Har taraf yuiN khouf ka manzer chala
tere hi haathoN unka sab chakker chala
hasrat chhupa tu is tarah phir kyuiN chali
Mere dar pe aake kyuiN samander chali.

Rafta-rafta kho rahi hai har fizaN
kis kader ab ho gayi hai gard zubaaN
pyaar tera hai ghoom raha ab kahaan kahan
ho jaye na ab khak tera ye dil dhuaaN.

Harash

wowwwwwwww beautifullllllll the title of this poem attracted me...aur jab padha to seedhe dil main utar gaya aapka kalaam..bohot khoob likha hai harash..nazm aap bohot kam likhte hai...aur aaj aapke kalam se ye ehsaas padh kar acha laga..keep writing god bless.

Har taraf yuiN khouf ka manzer chala
tere hi haathoN unka sab chakker chala
hasrat chhupa tu is tarah phir kyuiN chali
Mere dar pe aake kyuiN samander chali.

khoobsurat ehsaaaaaaaaaaaaa...

Quote    Reply   

#6 [url]

Jun 5 07 8:18 AM

QUOTE (aarzoo @ June 05, 2007 03:55 am)

aarzoo ji adaab....ji haan aarzoo ji ...bahoot kam hi likh pata haoon nazms...;lekin kabhi kabhi likhne main achha lagta hai....lagta hai ki daayre se bahar bhi kutchh anjam dooN apne ahsaasoN ko....kabhi metaphorrics se originality of words ka bhi paryog kiya jaye....bahoot bahoot shukriya aapke shabdoN ka is kavita ke baare maiN....umeed hai aap isi tarah hamaari houslaa afzaayii kerte raheinge..

Harash

Quote    Reply   

#7 [url]

Jun 5 07 1:53 PM

harsh ji.......ek arse ke baad aapko per rahi hoo.......bahut khoobsorat likha hai......hamesha ki terah

Rafta-rafta kho rahi hai har fizaN
kis kader ab ho gayi hai gard zubaaN
pyaar tera hai ghoom raha ab kahaan kahan
ho jaye na ab khak tera ye dil dhuaaN.

archana

Quote    Reply   

#8 [url]

Jun 5 07 6:42 PM

QUOTE (archana @ June 05, 2007 01:53 pm)
harsh ji.......ek arse ke baad aapko per rahi hoo.......bahut khoobsorat likha hai......hamesha ki terah

Rafta-rafta kho rahi hai har fizaN
kis kader ab ho gayi hai gard zubaaN
pyaar tera hai ghoom raha ab kahaan kahan
ho jaye na ab khak tera ye dil dhuaaN.

archana

Bahoot bahoot shukriya archana ji...

Harash

Quote    Reply   
Remove this ad

#9 [url]

Jun 8 07 12:49 AM

Harash ji...kafi samay se hasrat thi k aapka kalaam padh paoon....mera aana b jara kam hai yahan masroofiyat k chalte.....aaj nazar padi toh hasrat poori hui aapka likha padhne ki

yaqeen maniye..behad acha laga padhkar.....aap aate rahyiega....aur apna likha sunate rahyiega....taki humein b thoda yaqeen ho apni qismat par

dili daad qabool kijiyega..khoobsurat lafzon ki mala par

shukriya!

Rafta rafta dard syahi mein ghul gaya “wafa”
Aur zindagi ka karz panno mein ada ho gaya

Quote    Reply   

#10 [url]

Jun 8 07 11:46 PM

QUOTE (ek_wafa @ June 08, 2007 12:49 am)
Harash ji...kafi samay se hasrat thi k aapka kalaam padh paoon....mera aana b jara kam hai yahan masroofiyat k chalte.....aaj nazar padi toh hasrat poori hui aapka likha padhne ki

yaqeen maniye..behad acha laga padhkar.....aap aate rahyiega....aur apna likha sunate rahyiega....taki humein b thoda yaqeen ho apni qismat par

dili daad qabool kijiyega..khoobsurat lafzon ki mala par

shukriya!

wafa jiapka yahaaN ana mahez achha lagna hinahiN..par ek acjhaa reader kalaam ko pade toh yakeenan nazm/Ghgazal poori hoti hai...shukrioya ek din ke liye;;;;

Harash

Quote    Reply   

#12 [url]

Jun 19 07 11:59 PM

QUOTE (masoomshayer @ June 18, 2007 07:45 am)
aap ka ye rang bhee pur asar aur bahut umda hai bahut achha laga
Anil

Bahoot bahoot shukriya anil ji...aapko ye bhi pasand aya..

harash

Quote    Reply   

#15 [url]

Jun 27 07 12:27 PM

Harsh ji bahut hi sachhi tasveer is duniya ki

bewafa sa hai sab kuch aajkal koi bhi rishta nibhana hua hai mushkil

bahut rahat sa de gaya aapka ye kalaam

user posted image

Quote    Reply   

#16 [url]

Jun 30 07 7:28 AM

QUOTE (shrddha @ June 27, 2007 12:27 pm)
Harsh ji bahut hi sachhi tasveer is duniya ki

bewafa sa hai sab kuch aajkal koi bhi rishta nibhana hua hai mushkil

bahut rahat sa de gaya aapka ye kalaam

Shukriya shradhha ji.....

harash

Quote    Reply   
Remove this ad
Add Reply

Quick Reply

bbcode help