Tags : :
Bahut dafaa socha dil ki baat keh dete hai
gar jubaan ladkhadaaye to hum bhala kya kare
jab bhi mile unse, to baat ki ishaaronse
wo ishaare na samaz paaye to hum bhala kya kare
ishq ki baat batane ko aankhe hi bahut hoti hai
jab wo palke hi na uthaaye to hum bhala kya kare
'Ziyaad' ki kahaanhi to khair, is mod pe aa ruki hai
wo aage hi na badhna chahe, to hum bhala kya kare

-Ziyaad.
Copyright @ Infinity, Ziyaad.