Remove this ad

Yeh barish tumhari yaad dila rahe hain

Rss     Subscribe     Share     Tweet    


0 Points

Lead

Jun 1 07 3:56 AM

Tags : :

Yeh barish tumhari yaad dila rahi hain


Yeh kale badal kyun gadgada rahe hain
Mere dil par kyun mandra rahe hain
Bijli ke taar mano dil ko chooye ja rahe hain

Ghargarahat yeh kaisi badh gayi hai
Muje kaunsa sandesh soona rahe hain.
Kyun muje is kadar daara rahe hain

Barsaat bhi kahar dhaa rahi hai
Har aor barish barsa rahi hai
Aaj muje is kadar kyun rula rahi hain

Kal bhi to bijli chamki thi humpar
Khul kar barkha barsi thi sanam
Yeh barish tumhari yaad dila rahe hain

Kal har pal saath tumhara tha
Haat ne haat mera thamma tha
Aaj yeh boonde pass bula rahe hain

Kal ka bhigna yaad hai mujko
Tum mein simat jana yaad hai.
Aaj vo lamhe aag sulgaa rahe hain

Aaj hum kale badlon main ghirain hain.
Gila badan liye khud mein simte hain
Aaj bhi thand muje tadap rahe hain

Nira



Quote    Reply   
Remove this ad
Remove this ad

#1 [url]

Jun 1 07 7:52 AM

bahut pyaree baat is kavita men ye hai ki barish kee khoobsoortai aur bhayankroop dono hain khoobsoorta tab thee jab wo sath the bhayank tab jab ham akale hain its very sweet bahut achee hai bahut dil ko choo rahe ehai tumahree har achana kee tarah ye bhee safal hai
Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan

Quote    Reply   

#3 [url]

Jun 1 07 8:41 AM

Waw diiiiii! Dil ko cho gayi! barish hoti hi itni jadui hai. Saare ehsaason ko bauhaut hi khoosurti se aapne apni tareer mein pesh kiya hai. keep writing n keep sharing!


If I can stop one heart from breaking,
I shall not live in vain;
If I can ease one life the aching,
Or cool one pain,
Or help a friend in
Unto his nest again,
I shall not live in vain.....
I shall not live in vain...

- Emily Dickinson

Quote    Reply   

#4 [url]

Jun 1 07 9:02 AM

Kal ka bhigna yaad hai mujko
Tum mein simat jana yaad hai.
Aaj vo lamhe aag sulgaa rahe hain

Aaj hum kale badlon main ghirain hain.
Gila badan liye khud mein simte hain
Aaj bhi thand muje tadap rahe hain



khoobsurat Ehsaasat..........


Nira jee


Lagta hai barish ki suruwaat ho gayi hai...haan aapke mumbai mein barish ka aagaaz ho chuka hai pichali barish ki yaado aur usko sochkar tadpana yahi pyaar ka ek imtehan bhi hai...shabado mein khoobsurti se dhala hai aapne...daad qabool kare


apna khayal rakhe


Quote    Reply   

#6 [url]

Jun 1 07 10:36 AM

QUOTE (Misty @ June 01, 2007 03:56 am)
Yeh barish tumhari yaad dila rahi hain


Yeh kale badal kyun gadgada rahe hain
Mere dil par kyun mandra rahe hain
Bijli ke taar mano dil ko chooye ja rahe hain

Ghargarahat yeh kaisi badh gayi hai
Muje kaunsa sandesh soona rahe hain.
Kyun muje is kadar daara rahe hain

Barsaat bhi kahar dhaa rahi hai
Har aor barish barsa rahi hai
Aaj muje is kadar kyun rula rahi hain

Kal bhi to bijli chamki thi humpar
Khul kar barkha barsi thi sanam
Yeh barish tumhari yaad dila rahe hain

Kal har pal saath tumhara tha
Haat ne haat mera thamma tha
Aaj yeh boonde pass bula rahe hain

Kal ka bhigna yaad hai mujko
Tum mein simat jana yaad hai.
Aaj vo lamhe aag sulgaa rahe hain

Aaj hum kale badlon main ghirain hain.
Gila badan liye khud mein simte hain
Aaj bhi thand muje tadap rahe hain

Nira

wah wah ! neera didi bhut khub bhut dil se likha aapne or hamare dil ko chhu gyaa aap gr8 ho ji.......yun hi likhti rahiyega.......raj........

Quote    Reply   

#7 [url]

Jun 1 07 11:54 AM

hi neeruuuuuuu bahut hi khubsurat andaze bayan he itna dar itna khauf q he jaaaaan ismain kya waqai aisa hota he agar kisi ka sath bichad jaye to kya jo mausam sabse suhana hota he wahi itna darawna lagat he padh kar dil pareshaan ho gaya kya ho agar kisi par aisa bit jaye allah na kare soch kar hi dar lagta he bahut hi gehrai se socha he tumne tabhi to itni achhi tarah se is sachhai ko bayan kya he neera bas dua karti hun ki ye hadsa kabhi kisi dushman ke sath bhi na ho

Ghargarahat yeh kaisi badh gayi hai
Muje kaunsa sandesh soona rahe hain.
Kyun muje is kadar daara rahe hain justju/239.gif justju/239.gif justju/239.gif


keep writing
with lots of love
take care
bye






user posted image

Mangi thi mene tumse mohabbat ki zindagi
Tumne to zindagi ko mohabbat bana diya

Quote    Reply   

#8 [url]

Jun 1 07 11:56 AM

Jo garajte hain badal wo tadap hai meri
chamakti bijliyon main kasak hai meri
Barasta hai jo asmaaN se wo paani nahi
Un boondoN main priyatam mahak teri-meri

Aapki rachna ke aage kuchh bikhra sa jawab

"ढूँढा सब जहाँ में, पाया पता तेरा नहीं
अब पता तेरा मिला, तो पता मेरा नहीं"

Quote    Reply   

#9 [url]

Jun 1 07 10:31 PM

QUOTE (masoomshayer @ June 01, 2007 07:52 am)
bahut pyaree baat is kavita men ye hai ki barish kee khoobsoortai aur bhayankroop dono hain khoobsoorta tab thee jab wo sath the bhayank tab jab ham akale hain its very sweet bahut achee hai bahut dil ko choo rahe ehai tumahree har achana kee tarah ye bhee safal hai
Anil

Anil ji

itne pyaare shabdon se meri rachna ko saharne ka dilse shukriya adaa karti hoon.

nira

Quote    Reply   

#10 [url]

Jun 1 07 10:48 PM

BAHUT KHUB

AHSAS KO BAHUT HI GAHRAI SE LIKHA

DIL KO CHOO GAYA

DAAD HAZIR HE

SHAKUN PANCHHI LAYE AAS
SHUKOON KA LAYE AHSAS

Quote    Reply   
Remove this ad

#11 [url]

Jun 1 07 11:45 PM

QUOTE (Misty @ June 01, 2007 03:56 am)
Yeh barish tumhari yaad dila rahi hain


Yeh kale badal kyun gadgada rahe hain
Mere dil par kyun mandra rahe hain
Bijli ke taar mano dil ko chooye ja rahe hain

Ghargarahat yeh kaisi badh gayi hai
Muje kaunsa sandesh soona rahe hain.
Kyun muje is kadar daara rahe hain

Barsaat bhi kahar dhaa rahi hai
Har aor barish barsa rahi hai
Aaj muje is kadar kyun rula rahi hain

Kal bhi to bijli chamki thi humpar
Khul kar barkha barsi thi sanam
Yeh barish tumhari yaad dila rahe hain

Kal har pal saath tumhara tha
Haat ne haat mera thamma tha
Aaj yeh boonde pass bula rahe hain

Kal ka bhigna yaad hai mujko
Tum mein simat jana yaad hai.
Aaj vo lamhe aag sulgaa rahe hain

Aaj hum kale badlon main ghirain hain.
Gila badan liye khud mein simte hain
Aaj bhi thand muje tadap rahe hain

Nira

huggssssssssss jaannnnnnnn sab neitna kuch keh diya mere liye lafz hi nahi chore kuch kehne ke liye..jab ke sab se pehle main padhti hun tumhaari har rachna...i knew this is one of the best poem from ur writings.....god bless nkeep writing...mera saath aur pyaar humesha tumhaare saath hai...love uuuuuuu... justju/246.gif

Quote    Reply   

#12 [url]

Jun 2 07 12:54 AM


Wah kya Baat hai Nira didi.. behad Khubsoorat Pesh kash hai aapki..

Garmi ke is Mausam me Aapne Sheetal Barsaat Ki Yaad Dila di aapne....!!
Ehasaas Behad Sunder hain humesha ki Tarah.. Har Lafz Khubsoorat hai didi..

Great Work & GReat Words.. !!

**~** ManN **~**

"Hum Dil to kya Rooh main Utar Jayenge,
Aap Chaahoge agar Chaahne Walon ki Tarah"

Quote    Reply   

#14 [url]

Jun 2 07 1:40 AM

QUOTE (Asmita @ June 01, 2007 08:41 am)
Waw diiiiii! Dil ko cho gayi! barish hoti hi itni jadui hai. Saare ehsaason ko bauhaut hi khoosurti se aapne apni tareer mein pesh kiya hai. keep writing n keep sharing!

mitaaaaaaaa

ilove when u come here give ur sweet reviews , always keep coming.

nira di

Quote    Reply   

#15 [url]

Jun 2 07 1:53 AM

QUOTE (Diggaj Dave @ June 01, 2007 09:02 am)
Kal ka bhigna yaad hai mujko
Tum mein simat jana yaad hai.
Aaj vo lamhe aag sulgaa rahe hain

Aaj hum kale badlon main ghirain hain.
Gila badan liye khud mein simte hain
Aaj bhi thand muje tadap rahe hain



khoobsurat Ehsaasat..........


Nira jee


Lagta hai barish ki suruwaat ho gayi hai...haan aapke mumbai mein barish ka aagaaz ho chuka hai pichali barish ki yaado aur usko sochkar tadpana yahi pyaar ka ek imtehan bhi hai...shabado mein khoobsurti se dhala hai aapne...daad qabool kare


apna khayal rakhe

Diggaj

aapko ehsaas ache lage dil se shukriya adaa karti hoon.

barish ki masti hi kuch alag hoti hai. apna khayal rakhna

nira

Quote    Reply   

#16 [url]

Jun 2 07 2:03 AM

QUOTE (abha @ June 01, 2007 09:12 am)
pyaar ka ek bahut sunder ehsaas...really nice...god bless

Abha

thanks dear for reading and liking my poem.

nira

Quote    Reply   

#17 [url]

Jun 2 07 2:17 AM

wah! di...bahut acha laga padhkar.....acha isliye k aapne baarish ki yaad dila di...

ghum aur khushi donon hi zapne hote hain..aur barish bhi ek jaisi hi hoti hai..wahi hoti hain uski boondein....aur wahi aawaaz..wahi baadal..bas....kisi k sath alam kuch aur hota hai aur..tanhai mein kuch aur

di..daad qabool kijiyega....apna khayal rakhyiega

Rafta rafta dard syahi mein ghul gaya “wafa”
Aur zindagi ka karz panno mein ada ho gaya

Quote    Reply   

#18 [url]

Jun 2 07 2:19 AM

QUOTE (rajveer @ June 01, 2007 10:36 am)
QUOTE (Misty @ June 01, 2007 03:56 am)
Yeh barish tumhari yaad dila rahi hain


Yeh kale badal kyun gadgada rahe hain
Mere dil par kyun mandra rahe hain
Bijli ke taar mano dil ko chooye ja rahe hain

Ghargarahat yeh kaisi badh gayi hai
Muje kaunsa sandesh soona rahe hain.
Kyun muje is kadar daara rahe hain

Barsaat bhi kahar dhaa rahi hai
Har aor barish barsa rahi hai
Aaj muje is kadar kyun rula rahi hain

Kal bhi to bijli chamki thi humpar
Khul kar barkha barsi thi sanam
Yeh barish tumhari yaad dila rahe hain

Kal har pal saath tumhara tha
Haat ne haat mera thamma tha
Aaj yeh boonde pass bula rahe hain

Kal ka bhigna yaad hai mujko
Tum mein simat jana yaad hai.
Aaj  vo lamhe  aag sulgaa rahe hain

Aaj hum kale badlon main ghirain hain.
Gila badan liye khud mein simte hain
Aaj bhi thand muje tadap rahe hain

Nira

wah wah ! neera didi bhut khub bhut dil se likha aapne or hamare dil ko chhu gyaa aap gr8 ho ji.......yun hi likhti rahiyega.......raj........

Rajjjjjjjjjj

wah ji aap toh bhai bhio aaye hain. aapko achi lagi nazm . bahut bahut shukriya.

nira didi

Quote    Reply   

#19 [url]

Jun 2 07 2:59 AM

QUOTE (ek_wafa @ June 02, 2007 02:17 am)
wah! di...bahut acha laga padhkar.....acha isliye k aapne baarish ki yaad dila di...

ghum aur khushi donon hi zapne hote hain..aur barish bhi ek jaisi hi hoti hai..wahi hoti hain uski boondein....aur wahi aawaaz..wahi baadal..bas....kisi k sath alam kuch aur hota hai aur..tanhai mein kuch aur

di..daad qabool kijiyega....apna khayal rakhyiega

guriyaaaaaaaaaaa

so sweetttttttttttt to see u here sis.

aapne sach kaha hai sab wohi hota , saath badal jane se ehsaas badal jata hai.

rut vo hi rahti mausam rukh badal jate hain

nira di

Quote    Reply   

#20 [url]

Jun 2 07 3:19 AM

QUOTE (khushi @ June 01, 2007 11:54 am)
hi neeruuuuuuu bahut hi khubsurat andaze bayan he itna dar itna khauf q he jaaaaan ismain kya waqai aisa hota he agar kisi ka sath bichad jaye to kya jo mausam sabse suhana hota he wahi itna darawna lagat he padh kar dil pareshaan ho gaya kya ho agar kisi par aisa bit jaye allah na kare soch kar hi dar lagta he bahut hi gehrai se socha he tumne tabhi to itni achhi tarah se is sachhai ko bayan kya he neera bas dua karti hun ki ye hadsa kabhi kisi dushman ke sath bhi na ho

Ghargarahat yeh kaisi badh gayi hai
Muje kaunsa sandesh soona rahe hain.
Kyun muje is kadar daara rahe hain justju/239.gif justju/239.gif justju/239.gif


keep writing
with lots of love
take care
bye

Khushi

jaan yeh duniya kayi rango ki bani huys hai naa cruelty ki hadh hai naa tadap ki.

daar rut ka hota hai, aor jab chahne wale kho jaye toh uska bhi . dono ka daar eksa hota hai. aapko mere ehsaas ache lage. dilse shukriya ada karti hoon.

yunhi saath deti rahna. you take care.

nira

Quote    Reply   
Remove this ad
Add Reply

Quick Reply

bbcode help