Tags : :
phoolon ki laryon main , ----cehra chupa ker
chali aaj beti, to ghonghat -------------gira ker
aakhon main, ashkon kay ,--------moti daba ker
yadon ki nagri say, peecha,----------- chura ker
woh mamta ki mari khari ik taraf hay
judai ka gham or khushi ik taraf hay
woh babul ki ankhon main hay gham numayan
ada muskuranay ki,------------ shayan-e-shanan
kata ja raha hay ,jiger ,----------janay-e-janaan
mamta ka ter, aansoun say hay,-------- daaman
or kia dain tujhay ham vidai pe beta
kay sub kuch luta hay judai pe beta
dil ,rekh diya hay,---------- jiger rekh diya hay
jo tha paas mere, idher,---------- rekh diya hay
jisqder ho saka, usqader,------- rekh diya hay
ser-e-dest ,qadmon main ,-----dil rekh dia hay
piya gher chali hay,------ meri laadli too
na ham yaad aaiyn woh paiay khushi too
sasur ji ki beta ,too,--------------- beti si rehna
sasoo kay ,qadmon say,---------- lipti si rehna
too, nandon ki bankay,--------- saheli si rehna
taaron si jhilmil,--------------- chmakti si rehna
milay piyar itna pee kay nager say
maika tujhay yaad aaiay na gher say