Tags : :
"Mera Mizaj-E-Ishq Hay,Tanhaiyan Pasand
Usko Bhi Apnay Ishq Main Hay"La,Makan" Pasand
Kiunker Naseeb Ho Hamain, Mairaj-E-Aashqi
Mujhko Zameen Pasand,Hay Usay Aasman Pasand
Moujon Ki Narem Goud Main,Yoon Loriyan Na Day
Aati Nahi Hay Ab Mujhay, Aathkhhailiyan Pasand
Mukr-O-Faraib Main Usay, Hasil Tha Kia Kamal
Issi Wasaf Nay Kia Hay Hamain ,Imtihaan Pasand
Nokhaz-E-Bahar Main Kia Kia Hain Uljhanain
Ker Bathti Hain Khaar Ko Bhi Titliyan Pasand
Yeh Piyar Ka Mahal Hay ,Kaheen Dour Lay Chalo
Is Dor Ki Mumtaz Ko Kub, Shahjahan Pasand
Meri Zameen Pay 'Burq' Koi Gher Nahi Raha
Aankhon Ki Dhertiyon Ko Hay ,Veeraniyan Pasand