#1 [url]

Jun 23 06 12:45 PM

Wahut shukriya Anil Ji, Archna Ji and Srdh Ji,

Apka pyaar pakar Lafz ithlane lagte hain,
Shawd ban ban kar pighalte hain armaan
Ek ahsaas Kabhi khud mein doorta hai aapko
Kabhi Aap kee kavitoyon ki kisi pankti mein
main bhi khud ko talash karta hoon.


SURAJ