#1 [url]

Dec 23 06 12:26 AM

bhayia..ek aur kamaal!

gehri se gehri baat ko seedhe saade lafzon mein keh jate hain aap.........bahut khoob!

bahut hi apni si lagi...

पिछले बरस बहुत रोई हूँ
मुझे इस तस्वीर से बाहर निकल ले
मैं मेरे ही अक्स में ही खोई हूँ
......wah!

Rafta rafta dard syahi mein ghul gaya “wafa”
Aur zindagi ka karz panno mein ada ho gaya