#1 [url]

Dec 23 06 12:03 AM

Medha ji...aapka tah-e-dil se swagat hai parivar mein

aapki pehli rachna...bahut hi khoobsurat..Chand aur chandni..wah! bahut acha laga aapko padhkar....ek pyara sa ehsas...komal shabd..bahut khoob!

umeed hai aap humein mauka dengi aage bhi aapko padhne ka

Rafta rafta dard syahi mein ghul gaya “wafa”
Aur zindagi ka karz panno mein ada ho gaya