#1 [url]

Dec 22 06 1:26 PM

my dear frnd medha

pehle to tahe dil se shukriya k aap yaha aayi welcome !!

mainkya kahu ab iske baremein iski tarif to main pehle hi kar chuka hun bas itan hi kahunga k apki soch bahot hi gehri hai jo ehsas kalaam ko umda bannepar majbur kar deti hai aur ye sach hai bahot achha laga apki ye rachna dkeh kar aad hazir hain

khus raho budhau

aapka dost
dhaval