#1 [url]

Dec 3 06 2:46 PM

Ishq paiband hain tijarat me
Ye tijaarat judaa hain kyaa kahiye


Very Nice.........

Sharm ki koi had mukarrar ho
Jaan chilman pe wa hain kya kahiye

Zist ki lau bhuji bhuji si hain
Koi aa na saka hain kya kahiye



Behad khoobsurat...........


Dear Abbas


Ye ghazal ye ashaar kya kahiye....Bohat umda likha hai aapne...Sabhi sher vaise bohat khoob likhe hai magar ye 3 sher dil ko chhu gaye

shukriyah