#1 [url]

Dec 3 06 12:10 PM

Ishq paiband hain tijarat me
Ye tijaarat judaa hain kyaa kahiye

Martaba jaan ke mujhse poocha
Haal kyaa hain, bataaye kyaa kahiye


wahhhhhh wahhhhhhh abaas kya kahun mai isaq paiband hai tijarat mai
tijarat juda hai kya kahiye gazab ke aasar


laakh chaha na bahkoon sare aam kabhi
unki aankho.N mai nasha hai kya kahiye

bhole ban fir poochte hai girne ka sabab
unki kitni kaatil ada hain kya kahiye



user posted image