#1 [url]

Jun 18 06 1:22 PM

QUOTE (masoom baccha @ June 18, 2006 12:08 am)
bahoot khub wafa di di bahoot hi umda kalaam likha hi aap ne
is masoom bacche ki dili daad kabool kijiye



hathoon ki lakeeron se taqdeer..... badalna mumkin hota

toh aaj yeh masoom baccha bhi.... yaha nahi hota

masoom baccha

tumhari daad kabool hai BACHA...

hathoon ki lakeeron se taqdeer..... badalna mumkin hota

toh aaj yeh masoom baccha bhi.... yaha nahi hota

WAH.....likhne lage ho tum bhi..godd..nice!

Rafta rafta dard syahi mein ghul gaya “wafa”
Aur zindagi ka karz panno mein ada ho gaya