#1 [url]

Sep 27 06 4:48 PM

QUOTE (masoomshayer @ September 26, 2006 11:20 am)
bemisal wafa kama ka likha hai

ye dard tumhara parhne do ye zakhm tumhare likhne do
itana na chipayo ankhon main ye ansoo mujh ko dikhne do

Anil

wah! Bahut khoob! Bhayia

ye ansu dikhakar bhi kya hasil hona hai “wafa”
iss dil ko toh ahr haal mein rona hi rona hai

tx bhayia…

Rafta rafta dard syahi mein ghul gaya “wafa”
Aur zindagi ka karz panno mein ada ho gaya