#1 [url]

Sep 27 06 4:47 PM

QUOTE (archana @ September 26, 2006 11:13 am)
wah .....wafa jawab nahi tumhare kalaam ka.....

yu to kalam kya hai ....kuch bhi to nahi (pen)
sawal ye hai ki vo kiske haato aai hai...

love

archana

Archana ji

itna maan diya aapne mujhe…..bahut bahut shurkiya aapka…..bahut acha laga aapka aana…bahut shukriya!

Rafta rafta dard syahi mein ghul gaya “wafa”
Aur zindagi ka karz panno mein ada ho gaya