#1 [url]

Sep 27 06 4:44 PM

QUOTE (Misty @ September 25, 2006 07:27 pm)
QUOTE (ek_wafa @ September 25, 2006 06:55 pm)
Dard-o-ghum ko kehne se darti kyun hai “wafa”
Kalam uthayi hai toh unn sabki numayish bhi kar

Wafa ji

bahut khub likha hai, kalam uthai hai toh dil ki baat likhi jayegi.

apna khayal rakhain

nira

Nira ji

bilkul…kalam hath mein aayegi toh kaagaz kora nahin reh payega

shukriya!

Rafta rafta dard syahi mein ghul gaya “wafa”
Aur zindagi ka karz panno mein ada ho gaya