#1 [url]

Sep 26 06 4:43 PM

QUOTE (masoomshayer @ September 26, 2006 11:24 am)
nahee Harsh jee main nahee jane doonga us kalakar ke pas aap ko kabhee, chahe aap ko bandh ke rakhana pare. aap kee rachanye jo un ahsas se banee hain kisee rock garden se kam nahee hain main nahee chahta in se milne ke liye hamare is pariwar se bahar jana pare. aap kee apeal thukra dee gayee

pholon ke baag lagayen ya rock ke aap ko yaheen lagane hain
main hee nahee yahan sab aap kee kalam ke deewane hain
Anil

Anil ji....aapke is pyaar ne hamaiN is kader baandh diya hai ki koi kahiN jaane ke kaabil reh hi kahaaN jata hai...aapke yahaaN itne achhay shayar our shayara haiN
ki unko parh ker man bahoot pulkit ho uthhta hai...baaki rahi hamari baat....

Mehfil ko pyaar se sazana kisi Ek Shaks ke bas ki baat nahiN,
Aap sab ki shayari parne ko mile is se badi koi sougat nahI


Bahoot bahoot shukriya Anil ji....