#1 [url]

Sep 25 06 6:32 PM

Harash ji....bilkul samajh nahin paa rahi hoon ki kya kahoon aapki rachna ko padhkar stabdh ho gayi hoon.....sach lafz nahin mil rahe jo aapki kalam ke sath wafa karen......bahut khoob! bahut khoob!

Rafta rafta dard syahi mein ghul gaya “wafa”
Aur zindagi ka karz panno mein ada ho gaya