#1 [url]

Aug 31 06 10:49 PM

QUOTE (annji-d-pagal @ August 31, 2006 07:36 pm)
kaal jo yaad ayi wo
kaal jo yaad ayi wo
aankho mein ansu bhar ayi
bus yeh tamana hay ki
unke raha mein qurban ho
unki khushi mein humari yaad ho

waah bohot khoob amit...kya baat keh dii...goooood....god bless...

kaal jo yaad ayi wo
kaal jo yaad ayi wo
aankho mein ansu bhar ayi
bus yeh tamana hay ki
unke raha mein qurban ho
unki khushi mein humari yaad ho

kitni masoom hai tumhaari tamanna
toot ke chahne ka saboot ho tum
wo lamhe wo saare bitaai hue pal
apne ansuon main qaid karlo tum...