#1 [url]

Aug 17 06 7:21 AM

arzoo bahut pyare hain tumhre alfaz meree shayree ke liye aur jo tum ne kalam likha hai yahan woh bhee sundar hai. par haan sab jante bhee hon ke achha likhta hoon bas ye man lo main nahee jata is baat ko. agar achha lage mujeh bar bar batana hoga ki achha likhta hoon main. aap logon ka ya ptyar patjhar main bhee phool khila deta hai shayree kee kitab main

Anil

user posted image

ye ram kee rahamat hai raheem kee ramayan
tum jis ko kahate ho masoom ka pagalpan