#1 [url]

Jun 2 08 10:00 PM

Paidon par jis tarah Parindon ki basera tha
aisa hi ghar banaane ka chhota sa khawaab mera tha
Tinke hawa udha gayi, Tufaan mita gaya sapna
Barish main dhul gaya jo ashq -daar chehra tha

user posted image