#1 [url]

Jun 1 08 1:51 PM

QUOTE (azher @ June 01, 2008 11:53 am)
MERI ZINDAGI KA ANDAAZ HI NIRALA HAI,
KE LOG JIN HADSON MEIN MARA KARTE HAIN
UNHI HADSON NE MUJHE PALA HAI.....

azher,

ye sher agar aapne likha hai to ho sakata hai ki aapka ho ,

lekin maine isako kuchh is tarah se padha hai, kisi bahut puraane shayar ka hai aur maine bhi bahut saal pahale padha tha............

"maine har gam khushi main dhaala hai
mera har chalan niraala hai
log jin haadasooN pe marate haiN
mujhako un haadasoN ne pala hai"

justju/c023.gif , koi comment nahi de sakati.