#1 [url]

May 28 08 11:34 AM

abha ji ,

jo khud ki khaamiyan ginaye ,wo hi kaabil hua karate hain

aur jo doosare main khaami dekhe , wo kya khaak jiya karate hain.

aapne khaamiyon ko bhi bahut sundarta se pesh kiya hai. isake liye badhai swikaar karen.