#1 [url]

May 25 08 7:34 PM

QUOTE (iamyash76 @ May 22, 2008 12:23 pm)
Pahla kadam sahii padaa .. ummid karta hu.. pahaad jaldee he naap lengii aap..

Yun to subah ka suraj nikal chuka hai .. per aankhon se kal raat ki chhayi hui kaalima abhi bhee puree nahi gayee ..

koshish achhee haii.. and hope .. agar yu he koshishon ka silsila jaari raha to .. u will be the winner ...

god bless u ...

with lots of best wishes...

Yash..

"Yun to subah ka suraj nikal chuka hai .. per aankhon se kal raat ki chhayi hui kaalima abhi bhee puree nahi gayee "


waqt sab se bara marham hai dost lekin afsos kuch zakhmon ko waqt bhi nahi mita sakta hai ye to bas riske nasoor ban jaate hai...haan koshish zaroor karti hun..Thansk for liking it..