#1 [url]

May 22 08 10:56 PM

deer ji , aapne khayal ki saraahna ki .bahut bahut shukriya.

mujhe urdu ka bahut gyaan nahi hai. aapse 'maanikhez"

sabd ka arth jananaa chahti hoon. aapki salaah ka khayaal rakhoongi.