#1 [url]

May 1 08 10:58 PM

QUOTE (saira @ April 19, 2008 01:56 am)
tum is tarah gaye ki har khushi sath le gaye
jab dukh ne aake ghera to ghabra ke ro diye

koi bhi yaad na kare hamein aaj kal' sakhi'
ye baat yaad aayi to dil ko samjha ke ro diye

wow sakhi ji,simple yet heart touching one....

shurkiya saira ji....apko apsnada ayee bhaut khushi hui...likhne ka hoshala aap logo ke pasand na pasndagi se hi milta hai..

aacha lagta hai apka aana...

sakhi justju/144.gif