#1 [url]

Feb 20 08 12:09 PM

speech less harsh jii ..koi lafz nahii hai iski tariif mein

Nayi peediyaaN nayi seediyaN poochhe koun puraane ko,
BateiN ker lete bargad se wahi purana lagta hai.

behad khoobsurat..or gahre bhaav khoobsurtii ka bhi javab nahii dulhan ki tarah sajaya hai aapne

daad kubool kareN

बाद मुद्दत के जो उनकी नजरों से नजरें मिली!
कशमकश दिल में हुई नीर नयन से बह चला!!