#1 [url]

Jul 14 06 11:59 AM

Bahut khoob likha hai Di..bahut khoob!

Ek gana yaad aa gaya

“kabhi aplkon pe ansu hain
kabhi labb pe shikayat hai
magar e Zindagi phir bhi
mujhe tujhse mohabbat hai”

Rafta rafta dard syahi mein ghul gaya “wafa”
Aur zindagi ka karz panno mein ada ho gaya