#1 [url]

Jul 13 06 9:01 PM

QUOTE (ek_chota_sa_shayar @ July 10, 2006 07:29 pm)
ankh khuli toh socha “wafa”
raat ka khwab acha tha


khwab tootne par acha na laga
khwabh pura hota toh acha tha

khoob kaha tumne bhi
shukriya Chhote Nawab...acha laga tumhara aana.........shukriya

Rafta rafta dard syahi mein ghul gaya “wafa”
Aur zindagi ka karz panno mein ada ho gaya