#1 [url]

Jul 13 06 10:31 AM

QUOTE (Diggaj @ July 10, 2006 05:32 pm)
Mujh nadaan ko kuch samjh nahiN aaya wafa jee

Well Diggaj ji….simple words mein kahoon toh ye lines keh rahi hai hain ki abb takk kisi sapney mein jee rahe thhey….ankh khuli toh sapna toot gaya…….khwab chal raha tha koi…..uss khwab mein kab se jee rahe thhey tabb pata chala ki wo ek khwab tha jab ankhein khuli…..aur jab jaage toh khwab bikhar gaya…….wo khwab ek haseen khwab….yun hi chalta rehta toh kitna acha hota

Rafta rafta dard syahi mein ghul gaya “wafa”
Aur zindagi ka karz panno mein ada ho gaya