#1 [url]

Jul 10 06 11:15 PM

sabko is duniya mein aayeein hain ek hi maati se bankar,
sabhi jayenge is duniya se ek hi shabadad lekar,

kasur na tumhara na us khuda ka jisnhe tuhein banaya,
kyoonki tum bhi aaye ho is duniya mein dil lekar,

tumko bhi ek gunha karne ka haq hai,

barbad na bool khuda ki is den ko,
pyaar karke na kya hasil usko,

sirf paane ka naam bhi pyaar nahi,
khoone ko bhi tu pyaar kahetein hain,

ho sakta hai hum na samaj payen aapke jazbat,
aapka pyaar, aapki taqlif, ya aapka gum,

par . ..

* * Inspired from My Love My Life * *

Roone de aaj humko tu aankee suj jane de,
Bahoon mein lele aur khud ko Bhig jane de,
Hai jo siine mein Kaid Dariya wo chut jayeega,
Hai dard itna ki tera daman Bhig jayega




Regards
SAHIL EK KINARA